Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge  Naat Lyrics

Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain ge
Ghabrao Na Deewano Sarkar Bolain GeHum masjid e Nabvi key Dekhy Ge Minaroon Ko
Aur gumbad E Khazran key Purnoor nazaroon Ko
Hum Ja Key Madina Phir Wapis Nahi Aay geMil Jay Ge Tabirein Eik Rooz To khawaboo Ki
Gir Jay Gein Dewarein Sab Dekhna Rahoo Ki
Hum Roza E Aqdas Par Jab Ansoo Bahain Ge

Dil Ishq E Nabi mey Tum Kuch Aur Tarapny Doo
Is Deed Ki Atish Ko Kuch Aur Bharkny Doo
Hum Tishna Dily Chal Kar Zam Zam Sey Bojhay Ge

Jab Hashar Key Medan Mey Eik Hashar Bapaa Ho Ga
Jab Fesla Ummat Ka Karny Ko Khuda Ho Ga
Ummat Ko Shahe batah Kamli Mey Chupain ge

Lillah Mohammad Sey Rodad Meri kehna
Ye Poch Key Aaqa Sey Ey Hajion Tum Ana
Ishrat Ko Dare Aqdas Kab aap Bolain Ge

Share this:


Related Content

  1. Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun
  2. Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
  3. MILTI HE MUHAMMAD KI KHAIRAAT MADINE ME
  4. Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain
  5. Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu  Naat Lyrics
  6. Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja  Naat Lyrics
  7. Noori Mehfil Pe Chadar Tani Noor Ki  Naat Lyrics
  8. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman Naat Lyrics
  9. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  10. Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics
  11. Paigham Saba Layee Hai Yeh Gulzar E Nabi  Naat Lyrics
  12. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
  13. Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam
  14. Piraane Pir, Meri Bigri Banaao  Naat Lyrics
  15. Tera Rishta Bana Shiraaz Se Jameeyate Khaatir (Naat Lyrics)
  16. Azal Ki Khushboo Ho Jis Mein Pinhaa’n Koi Bataye To Naam Aisa Lyrics
  17. Sirf Ek Baar  Naat Lyrics
  18. BARI UMEED HAI SARKAR QADMON
  19. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  20. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye

Leave a comment