Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
Hai naashire maslake Aala hazrat Gulzar e Millat….
Sara jaha Aashiqe Mustafa Ho Bandae Khawaja piya o Raza ho,
Kar aapke jaise ho peere tariqat Gulzar e Millat….
Hai kaun Gulzar e Millat Aye lago puche agar koi tumse aye logo,
Kehdena Hai Aashiqe Aala hazrat Gulzar e Millat…
Rabbe do Aalam ka Hai Fazle kamil murshidi tumko fir kyu na ho hasil,
Jubbae maula ali ki wirasat Gulzar e Millat….
Gum bhul jaate hai sab gum ke maare jab bole kaise ho lalla hamare,
Dil ko sukude tumhari ziyarat Gulzar e Millat….
Andaaz jo sayyed miya ka dekha Barjasta dil ye mera bol utha,
Aapke baad hongi unki khilafat Gulzar e Millat…
Bole to yaad aye shaahe madina ith roze behtar hai tera pasina,
Sabr me lagte hai tajushariah Gulzar e Millat…..
Saadi hai jis dil me ishqe risaalat uske liye rose mehshar hai rahat,
Usko dilaenge nana se jannat Gulzar e Millat…
Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
Related Content
- Bigdi Bhi Banayenge Naat Lyrics
- Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
- Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
- Qasidah Burdah Sharif- Qasidah Burdah Sharif Lyrics
- Aadha Idhar Aadha Udhar
- Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
- Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
- Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah
- Aaj Milad e Nabi Hai
- Na Chedo Zirk E Jannat Naat Lyrics
- Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
- Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai Naat Lyrics
- Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla Naat Lyrics
- Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
- Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka Naat Lyrics
- La Mau-Jooda Illallah La Mash-huda Illallah Naat Lyrics
- Meri Tauba Meri Tauba Naat Lyrics
- Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya Naat Lyrics
- Sun Lo Khuda Kay Wastay Apnay Gada Ki Arz Naat Lyrics
- Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina