Aadha Idhar Aadha Udhar

Dang Hai Sab Dekh Kar, Aadha Idhar Aadha Udhar
Hogaya Pal Me Qamar, Aadha Idhar Aadha Udhar

Chand Hi Kya Aasma(n) Ko Bhi Agar Kehte Huzroor
Woh Bhi Girta Toot Kar, Aadha Idhar Aadha Udhar

Aala Hazrat Ke Gulamo Se Ulajh Na Chod Do
Fekh Denge Kaatkar, Aadha Idhar Aadha Udhar

Jab Raza Ki Uth Gayi Talwar Toh Fir Kya Hua
Hogaya Najdi Ka Sar, Aadha Idhar Aadha Udhar

Ek Taraf Makke Ki Sarhad Ek Taraf Sheher E Nabi
Kash Hota Mera Ghar, Aadha Idhar Aadha Udhar

Dushmanane Mustafa Ko Dekh Lena Pul Siraat
Daal Dega Kaat Kar, Aadha Idhar Aadha Udhar


Related Content

  1. Ya Nabi Ya Nabi
  2. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  3. Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka  Naat Lyrics
  4. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics
  5. MILTI HE MUHAMMAD KI KHAIRAAT MADINE ME
  6. Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam
  7. Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics
  8. Kaabe Ke Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood  Naat Lyrics
  9. Ni Mitiyye Madeene Diye
  10. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  11. Pir Mere Baghdaadi Ghaus Ul Anaam  Naat Lyrics
  12. Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte (Naat Lyrics)
  13. Ek Baar Madine Me Ho Jaye Mere Jaana  Naat Lyrics
  14. Main Bhi Roze Rakhunga Lyrics
  15. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  16. Maah E Rabi Ul Awwal Aaya  Naat Lyrics
  17. Zikre Aaqa Se Seena Saja Hai Naat Lyrics
  18. Jahaan Rauza E Pak E Khairul Wara Hai
  19. Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam  Naat Lyrics
  20. Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein

Leave a comment