Pir Mere Baghdaadi Ghaus Ul Anaam  Naat Lyrics

Pir Mere Baghdadi Ghaus ul Anam

Woh Hai Mere Aqa, Me un Ka Ghulam

Chahite Khuda Aur Rasoole Zaman Ke

Haqiqat Mein Hai Ladle Panjatan Ke

Hai Kul Auliya Ke Wahi To Imam

Badi Shan Wale Mere Ghausul A’nam

Chiraghe Vilayat, Waliye Mukarram

Karamat Ki Shohrat Zamane Mein Am

Bat Aisi Waliyon Mein, Nahi Hai Kisi Ki

Buland Aisi Hai Ghausul A’zam Ki Hasti

Har Simat Machi Hai, Unhi Ki Dhoom-Dham

Ghaus Ke Hi Ke Kandhe Par Qadam Hai Nabi Ke

Qadam Ghaus Ke, Kandhe Par Har Wali Ke

Yeh Hai Un Ka Rutba, Yeh Ala Maqam

Qadri Maikhana Aur Ghaus Mere Saqi

Kaise Rahegi Phir Meri Rooh Piyasi

Ma’arifat Ka Mujh Ko Wohi Dein Djam

Dil Se Unhe Ek Bar, Jis Ne Pukara

Us Ko aMila Allah Ke, Karam Ka Sahara

Sab Pe Tajalli Hai Yehi Subho Sham


Related Content

  1. Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
  2. Azal Ki Khushboo Ho Jis Mein Pinhaa’n Koi Bataye To Naam Aisa Lyrics
  3. Jashn Aamade Rasool
  4. Ya Rasool Allah Ya Habeeb Allah (Naat Lyrics)
  5. Dar e Nabi Par Ye Umar Bite Ho Mujhpe Lutf e Dawaam Aisa Naat Lyrics
  6. Ishq Ke Rang  Naat Lyrics
  7. Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics
  8. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
  9. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  10. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  11. Allah Ni Yeh Shan Barhai, Tere Dar Ki
  12. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  13. Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics
  14. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  15. Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise The
  16. Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte (Naat Lyrics)
  17. Mujhe Dar Pay Phir Bulana  Naat Lyrics
  18. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  19. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  20. Tere Ishq Di Dolat

Leave a comment