Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics

Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics

Taaray Chamak Rahay Hain Issi Noor Ke Tufail

Gulshan Haray Bharay Hain Issi Noor Ke Tufail
Dono Jahan Sajay Hain Issi Noor Ke TufailIss Noor Ka Azal Se Abad Tak Hai Silsila
Ye Noor Who Hai Jiss Ka Taraf Daar Hai KhudaAaya Hai Rah-e-Raast Dikhanay Ke Waastay
Bando Ko Unke Rab Se Milanay Ke Waastay

Bunyaad But Kadoon Ki Giraanay Ke Waastay
Rasm-O-Riwaaj Kufr Mitaanay Ke Waastay

Insaan Ko Bandagi Ka Saleeqa Sikhaye Ga
Ye Noor Zulmatoon Ko Ujaalay Banaye Ga

Guftaar Lajawaab Hai Kirdaar Bay Nazeer
Haami Sitam Zadoon Ka Yateemon Ka Dastageer

Halqa Bagosh Iske Hain Kya Shah Kya Faqeer
Insaan Reh Sakay Ga Na Insaan Ka Aseer

Bhooka Rahe Ga Khud Who Jahan Ko Khilaye Ga
Woh Apnay Dushmano Ko Galay Se Lagaye Ga

Peghaam-e-Haq Ye Saaray Jahan Ko Sunaye Ga
Keena Zadoon Ko Rushk-e-Gulistan Banaye Ga

Har Gaam Rehmaton Ke Khazanay Lutaye Ga
Insaan Ko Ye Dars-e-Akhuwat Sikhayega

Dega Kuch Iss Adaa Se Peghaam-e-Dosti
Zehno Se Door Kardega Sadiyon Ki Dushmani

Yeh Sahib-e-Jamal Hai Ye Sahib-e-Kamal
Khush Dil Hai Khush Pasand Khush Khulq Khush Khisaal

Khalaaq-e-Dou Jahan Ki Hai Takhleeq-e-Bay Misaal
Mumkin Nahin Hai Isko Kissi Dor Mein Zawaal

Roshn Karega Rushdo Hidayat Ke Woh Diye
Bun Jayeingay Sabaq Jou Har Dor Ke Liye

Beshak Yehi Hai Bayiss-e-Takhleeq-e-Kainaat
Chamkay Ga Iske Husn Se Har Gosha-e-Hayaat

Rasikh Hai Iska Qol Tou Sachi Hai Har Ik Baat
Dil Mein Hai Iske Rehem Nazar Mein Iltifaat

Iske Karam Ki Hadh Hai Na Koi Hisaab Hai
Jiss Par Nigaah Daal De Woh Aftaab Hai

Aaya Hai Muflison Ki Himayat Liye Huay
Mazloom-O-Bekasoon Ki Mohabbat Liye Huay

Ahl-e-Gunaah Ke Haq Mein Shifa’at Liye Huay
Saaray Jahan Ke Liye Rehmat Liye Huay

Hoga Iski Zaat Par Qur’an Ka Nuzool
Woh Aakhri Kitaab Hai Ye Aakhri Rasool

Arz-O-Sama Banay Hain Issi Noor Ke Tufail
Taaray Chamak Rahay Hain Issi Noor Ke Tufail

Gulshan Haray Bharay Hain Issi Noor Ke Tufail
Dono Jahan Sajay Hain Issi Noor Ke Tufail

Iss Noor Ka Azal Se Abad Tak Hai Silsila
Ye Noor Who Hai Jiss Ka Taraf Daar Hai Khuda

Aaya Hai Rah-e-Raast Dikhanay Ke Waastay

Related Content

  1. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  2. Baqi Sabey Galan Chutiyan Ney Sariyan Lyrics
  3. Kaun Kehta Hai Aankhei(n) Chura Kar Chale  Naat Lyrics
  4. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  5. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  6. Ae Bekason Ke Wali dede hamain sahara
  7. Eh Sarware Duniya O Deen  Naat Lyrics
  8. Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
  9. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  10. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  11. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  12. Woh Rasool, Mera Rasool Hai
  13. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  14. Jahan Roza-e-Pak Kher-ul-Wara (Naat Lyrics)
  15. Kaabe Ke Dar Ke Saamne (Naat Lyrics)
  16. Rabbana Ya Rabbana  Naat Lyrics
  17. Na Aasmaan Ko Yun Sar Kashida Hona Tha  Naat Lyrics
  18. Na Kaleem Ka Tasawwur Na Khiyaal-E-Tur-E-Sinaa  Naat Lyrics
  19. Karam Karte Ho Rehte Ho Karam Kartey Hee Rehna Tum
  20. AA GAYI MUSTAFA KI SAWARI

Leave a comment