Muhammad Ke Shaher Mein   Naat Lyrics

Kyu Aake Ro Raha Hai Muhammad Ke Shaher Mein
Har Dard Ki Dawa Hai Muhammad Ke Shaher MeinQadmo Ne Unke Khaak Ko Kundan Bana Diya
Mitti Bhi Kimiya Hai Muhammad Ke Shaher Mein

Sadqa Luta Raha Hai Khuda Unke Naam Ka
Sona Nikal Raha Hai Muhammad Ke Shaher Mein

Sab Toh Jhuke Hai Khana E Kaaba Ke Samne
Kaaba Jhuka Hua Hai Muhammad Ke Shaher Mein

Aay Maut Abhi Aake Gale Se Laga Mujhe
Marna Mai Chahta Hu Muhammad Ke Shaher Mein

Aay Raaj Garche Hind Me Maujud Hu Magar
Dil Naat Padh Raha Hai Muhammad Ke Shaher Mein


Related Content

  1. Dil Dard Se Bismil Ki Tarha Laut Raha Ho  Naat Lyrics
  2. Main Bhi Roze Rakhunga Lyrics
  3. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  4. Hum Khak Hain Aur Khak Hi Mawa Hain Hamara  Naat Lyrics
  5. A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
  6. Kaba Lyrics
  7. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
  8. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  9. Kabe Pe Pari Jab Pehli Nazar  Naat Lyrics
  10. Kya Hi Zauk Afza Shafaat Hain Tumhari Wah Wah  Naat Lyrics
  11. Aagae Mustafa Ki Sawaari
  12. Aye Madine ke Tajdar Tujhe
  13. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  14. Meri Tauba Meri Tauba  Naat Lyrics
  15. TARON MEIN ROSHNI
  16. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  17. Kaabe Ke Dar Ke Saamne Maangi Hai Dua Faqat  Naat Lyrics
  18. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  19. Ki Ki Na Kita Yaar Ney Eik Yaar Waste  Naat Lyrics
  20. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics

Leave a comment