La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics

Aik Talab Hai Aik Hi Hoo-La iLaha illa Ho

Ab Tu hi Tu aur Tu hi Tu – La ilaha illah Ho

Teri ibadat kiya kehna-Teri Haqeeqat kiya Kehna

Ho Gayi Duniya Qibla Ro- La ilaha illah Ho

Uth Gya Ankhon Se Parday-Raz Khule Sab Jalwon Ke

Samne Jab Ho Mere Tu- La ilaha illah Ho

Tujh ko Dekha hai Aksar-Tujh ko Suna Unko Sun Kar

Tujh Main Hai who aur Un Main Tu- La ilaha illah Ho

Salle Alaa Se Goonj Uthi-Tere Haram ki Aj Fiza

Aayi Madine ki Khushboo- La ilaha illah Ho

Tere Habeeb ke Sadqe-Tere Dar Tak Pouncha Hon

Dil main Asar Kare Teri Khoo- La ilaha illah Ho


Related Content

  1. Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar
  2. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  3. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  4. Eh Sarware Duniya O Deen  Naat Lyrics
  5. Apne Damane Shafa’at Mein Chhupaye Rakhna Naat Lyrics
  6. Ho Karam Sarkar Ab Tou Ho Gaye Ghum Beshumaar  Naat Lyrics
  7. Rehmat Baras Rahi Hai Muhammad Ke Shaher Mein  Naat Lyrics
  8. Al Madad Al Madad Al Madad Ya Khuda  Naat Lyrics
  9. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics
  10. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  11. Kaun Kehta Hai Aankhei(n) Chura Kar Chale  Naat Lyrics
  12. Azal Ki Khushboo Ho Jismein
  13. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  14. Wo Kaisa Sama Hoga Wo Kaisi Gharri Hogi (Naat Lyrics)
  15. Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics
  16. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  17. Bigdi Bhi Banayenge  Naat Lyrics
  18. Allah Ni Yeh Shan Barhai, Tere Dar Ki
  19. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  20. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics

Leave a comment