Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain

Assalat-o-Wassalam Alika Ya Sayyedi Ya Rasool Allah Ya Rasool Allah

Wassalam Alika Ya Sayyedi Ya Habeeb Allah Ya Habeeb Allah

Sayyed Ne Karbala Mein Waade Nibha Diye Hain

Deen-e-Muhammadi Ke Gulshan Khila Diye Hain

Sayyed Ne Karbala Mein Waade Nibha Diye Hain

Deen-e-Muhammadi Ke Gulshan Khila Diye Hain

Sayyed Ne Karbala Mein Waade Nibha Diye Hain

Bole Hussain Mola Teri Raza Ki Khatir

Ek Aik Kar ke Main ne Heere Luta Diye Hain

Sayyed Ne Karbala Mein Waade Nibha Diye Hain

Deen-e-Nabi Pe Waari Akbar ne Bhi Jawaani

Abbas ne Bhi Apne Baazo Kata Diye Hain

Sayyed Ne Karbala Mein Waade Nibha Diye Hain

Zainab ke Baagh Main Bhi Do Phool They Mehektay

Zainab Ne who Bhi Doono Raah-e-Khuda Diye Hain

Sayyed Ne Karbala Mein Waade Nibha Diye Hain

Zahra ke Naaz Paale Phoolon Pe Soonay Waale

Karbal Ki Khaak Main Woh Heere Rula Diye Hain

Sayyed Ne Karbala Mein Waade Nibha Diye Hain

Bakhshish Hai Uss Ki Laazim Sayyed Ke Gham Mein Hafiz

Do Chaar Aansoo Ro kar Jiss Ne Baha Diye Hain

Sayyed Ne Karbala Mein Waade Nibha Diye Hain

Sayyed Ne Karbala Mein Waade Nibha Diye Hain

Deen-e-Muhammadi Ke Gulshan Khila Diye Hain

Sayyed Ne Karbala Mein Waade Nibha Diye Hain

Deen-e-Muhammadi Ke Gulshan Khila Diye Hain


Related Content

  1. Hota agar zameen par saya Rasool ka
  2. Main Bhi Roze Rakhunga Lyrics
  3. Tala Al Badru Alyna
  4. Jashn Aamade Rasool
  5. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  6. Sarwar Kahoo Ke Maliko Maula Kahu Tujhe  Naat Lyrics
  7. Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka  Naat Lyrics
  8. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  9. Ahlan Wa Sahlan Marhaba Lyrics
  10. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  11. Ek Ajab Lutf Is Tarah Jeene Mein Hai  Naat Lyrics
  12. Eid-E-Nabvi Ka Zamana Aa Gaya  Naat Lyrics
  13. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  14. Furqate Taiba Kee Wehshat Dil Se Jaaye Khair Se  Naat Lyrics
  15. Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics
  16. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  17. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  18. Bheek ‘Ata Ae Nabi Muhatasham Ho
  19. Sar Sue Rouza Jhuka Phir Tujhko Kya  Naat Lyrics
  20. Kabe Ki Ronak Kabe Ka Manzar  Naat Lyrics

Leave a comment