Jab Gumbad-e-khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi   Naat Lyrics

Jab Gumbad e Khizra Pe Woh, pahlee nazar gayee,

Aankhon ke raste mere dil me uttar gayee

Sar kham tha, lab khamosh tha, aankhain thin ashkbar,

ik sat-e-bedar thi jou ke guzar gayee

Barsee thi is qadar, ke naha sa gaya udher,

Woh bareesh-e-karam mere daman ko bhar gayee

Dil bhee he shad shad, tabeeyat he pur bahar,

Lagta he aaj meree Madeenay khabar gaee

Jou keh sakaa na lab se, mIle woh murad bhee,

Mere sukoot per bhee shaha kee nazar gayee

Taiba se lotna, kese aasheeq se pucheeye,

Aesa lage ke rooh badan se guzar gayee

Jab Gumbad e Khizra Pe Woh Lyrics

Awaz Ubaeed teree ba faeezan-e-naat hee,

Seenoon meeen aasheeqan Nabee (SAW) kay utar gayee

Mar kar bhee na marunga me Allah kee qasam,

Yeh jaan unke zIkr mE mere agar gayee


Related Content

  1. Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics
  2. Chamka Mahe Noor Ka Hilal   Naat Lyrics
  3. Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
  4. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
  5. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
  6. Jo Madina Hum Bhi Jaate (Naat Lyrics)
  7. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  8. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
  9. Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da  Naat Lyrics
  10. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics
  11. CHAL QALAM AB HAMD E RABB
  12. BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
  13. Dile Dard Mand Ki Dastan Na Kahu Ju Tum Se To Kiya Karu  Naat Lyrics
  14. Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina
  15. Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics
  16. Ae Dil Bata Kaisa Laga Mera Raza Mera Raza
  17. Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
  18. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  19. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  20. Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahein Koiee

Leave a comment