Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics

Nabi Ka Jashn Aaya Chaand Taaron Jhoomtay Rehna
Nabi Ke Naam Per Ae Naamdaaron Jhoomtay RehnaJahaan Mein Noor Leykar Noor Wala Aanay Wala Hai
Meray Hamraah Tum Bhi Dil Ke Taaron Jhoomtay Rehna

Galli Koochay Sajadena Harray Jhanday Lagadena
Taqaaza Ishq Ka Hai Mere Yaaron Jhoomtay Rehna

Nabi-e-Sarwar-e-Konain Ki Aamad Ke Lamhoon Mein
Durood-e-Pak Parhtay Parhtay Saaron Jhoomte Rehna

Musawaat-o-Akhuwat Ka Payaam-e-Dil Nasheen Laaye
Khushi Mein Aey Ghareebon Maaldaaron Jhoomte Rehna

Woh Aaye Gham Qaday Mein Ek Khushi Ki Roshni Phooti
Khuda Ke Shukar Mein Aey Gham Ke Maaron Jhoomte Rehna

Khushi Ik Dil Pe Hai Chaayei Wiladat Ki Ghari Aayei
Arey Aey Gul A’zaro Maah Paaron Jhoomte Rehna

Bujhay Na Ishq-e-Ahmed Ki Agan Qalb-e-Ujagar Se
Dharakna Aur Ae Dil Ke Shararon Jhoomte Rehna


Related Content

  1. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
  2. Gham Hogaye Be Shumar Aaqa  Naat Lyrics
  3. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  4. Mim Madina Marehara Ki Kismat   Naat Lyrics
  5. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  6. Apne Dar Pe Jo Bulaa-o To Bahot Ach’cha Ho
  7. Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
  8. NABI KA JASHAN AAYA 
  9. Qadri Aastana Salamat Rahe  Naat Lyrics
  10. As Sub Hu Bada Min Talati Hii   Naat Lyrics
  11. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  12. Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein   Naat Lyrics
  13. JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
  14. Dare Khawaja Pe Sawali  Naat Lyrics
  15. Piraane Pir, Meri Bigri Banaao  Naat Lyrics
  16. Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
  17. Bas Apne Dil Maen Madine ki
  18. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  19. Qurban Tumpe Meri Jaan
  20. Aisa Bhi Ho Ya Syed-e-Abrar Kissi Din

Leave a comment