BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE

BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE

Marhaba Marhaba Mustafa agayeUjri dunya thi Aaqa ne aabaad ki
Har taraf dhuum Unke he Milaad ki
Sab ke Mushkil kusha, Mustafa agaye
Marhaba Marhaba Mustafa agaye

Ho gaye Noor dunya ke zulmat talle
Jin ke aane se Mao ko bete mille
Sarwar-e-Ambiyaa, Mustafa agaye
Marhaba Marhaba Mustafa agaye

Arsh par jashan Jinn ka manaya gaya
Sab Rasulon ko jiss me bulaaya gaya
Haa wohi Dil Ruba Mustafa agaye
Marhaba Marhaba Mustafa agaye

Ab na maa’yuus hoga sawaali koi
Aaj Naasir na lote ga khaali koi
Muskura e gada , Mustafa agaye
Marhaba Marhaba Mustafa agaye

Baat Jo Kijiye Aur Jab Kijiye

Bahar e Jaan Fiza Tum Ho

Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad


Related Content

  1. Ae Dil Bata Kaisa Laga Mera Raza Mera Raza
  2. NABI KA JASHAN AAYA 
  3. MAIN MANGTA HAAN TERE ISHQ DA NAAT LYRICS
  4. Arsh Ka Dulha Aaya Hai
  5. Aye Hasnain Ke Nana
  6. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  7. Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
  8. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
  9. Sweet Madina Sweet Madina  Naat Lyrics
  10. Arsh e aazam kyu na phade fhir khutba fazley rahma ka
  11. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
  12. Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte (Naat Lyrics)
  13. Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi  Naat Lyrics
  14. Ravi De Kande Mere Data Dera Laya  Naat Lyrics
  15. Ham Faqeeron Ko Madeene
  16. Ho Karam Sarkar Ab Tou Ho Gaye Ghum Beshumaar  Naat Lyrics
  17. Allah Ni Yeh Shan Barhai, Tere Dar Ki
  18. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  19. YA RAB MERI SOI HUYI TAQDEER
  20. Sar Sue Rouza Jhuka Phir Tujhko Kya  Naat Lyrics

Leave a comment