Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)

Ya Rabb muje Deewana Madina ka bana de
Peecha meri dunya ki muhabbat se chorade

Rota ho jis dam me dar?e Aqaa pe pohonchoo
Is waqt mujhe jalwa?e Mahmoob dikha de

Behti rahe har waqt jo Sarkaar ke gum me
Roti howee woh aankh muje mere Khuda de

Imaan pe de maut Madine ki ghali me
Madfan mera Mahboob ke qadmo me banade

Deta hoon tujhe wasta me pyaare Nabi ka
Ummat ko Khuda ya rahe Sunnat pe chalaa de

Allah mille Hajj ki aisi saal sa?adat
Ataar ko phir Rouza Mahboob dikha de

Ya Rabb muje Deewana Madina ka bana de
Sehra?e Madina mujhe aankhon se dikha de


Related Content

  1. Bolte Hain Sangreze Aapke Ishare Se  Naat Lyrics
  2. Aaka Ko Pukar Bande Aaka Pukar
  3. MEHBOOB DA MELA AE
  4. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics
  5. Noor Wala Aya Hai
  6. TARON MEIN ROSHNI
  7. Main Madine Chala  Naat Lyrics
  8. Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam  Naat Lyrics
  9. Aadha Idhar Aadha Udhar
  10. HAR DESH MAIN GUNJEGA
  11. Ek Ghuzarish  Naat Lyrics
  12. Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun
  13. Chand Se Unke Chehre Par Ghesue Mushk Faam Do   Naat Lyrics
  14. Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka  Naat Lyrics
  15. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  16. Mein So Jaoo Ya Mustafa Kehte Kehte  Naat Lyrics
  17. Munawwar Meri Aankhon ko Naat Lyrics
  18. Maah E Rabi Ul Awwal Aaya  Naat Lyrics
  19. Hasbi Rabbi Jallal Lah Allah Ho Allah
  20. Ay Mustafa Ke Phool Dilon Jaan Ya Hussain

Leave a comment