Main Madine Chala  Naat Lyrics

Me Nazar Karun Jano Jigar kaisa Lage Ga Naat Lyrics

Me Nazar Karun Jano Jigar kaisa Lage Ga

Rakhdu dar – e – Sarkar peh sar, kesa lage ga

Aja’e mukadar seh meray, ghar joh shahedii

Main kesa lagun ga, mera ghar kesa lage ga

Jab duur seh hai itna haseen, Ghumbad – e – Hazra

Is par seh esa hai, udar kesa lage ga

Sarkar neh dar peh tujhe, bulwaya hai mangte

Jab ko’ii mujhe deh ga khabar, kesa lage ga

Jis hath seh likhun ga, Muhammad ka qaseeda

Us hath meh Jibre’il ka par, kesa lage ga

Ghaus – ul – wara seh puchlo, ik roz yeh chal kar

Baghdad seh tayba ka safar, kesa lage ga

Aja’e mukadar seh meray, ghar joh shahedii

Main kesa lagun ga, mera ghar kesa lage ga

Rakhlun ga imame peh, joh na’alen – e – muqadas

Shaho keh muqabil mera sar, kesa lage ga


Related Content

  1. Kaabe Ke Dar Ke Saamne (Naat Lyrics)
  2. Ali Haidar ka gharana
  3. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  4. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye
  5. Noor E Ahmed Ki Ziyaa Hai Maslak E Ahmed Raza  Naat Lyrics
  6. Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ  Naat Lyrics
  7. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  8. Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna  Naat Lyrics
  9. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  10. Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi  Naat Lyrics
  11. Kharab Hal Kiya Dil Ko Pur Malal Kiya  Naat Lyrics
  12. Aj Sik Mitran Di Wadheriye Kyun Dilri Udaas Ghaneri
  13. Qasidah Burdah Sharif- Qasidah Burdah Sharif Lyrics
  14. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  15. Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
  16. A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
  17. Tera Rishta Bana Shiraaz Se Jameeyate Khaatir (Naat Lyrics)
  18. Eidon Ki Hai Eid Aayi
  19. Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
  20. Khuda Ka Zikr Kare  Naat Lyrics

Leave a comment