Main Lab Kusha Nahi Hoon Aur Mehre Ilteja Hu  Naat Lyrics

Me Lab Kusha Nahi Hun Aur Mahwe IitIjaa hun

Me mehfil e haram ke aadaab jaanta hun

Koi to aankh waala guzrega is taraf se

Taibah ke raaste me Me muntazir khada hun

Ye roshni si kya hai, khunshboo kahan se aayi

shayad Me chalte chalte ROUZE tak aa gaya hun

Taibah ke sab bhikari pehchante hai mujhko

mujhko khabar nahi thi Me is kadar bada hun

Doori o haazri mein ek baat mushtarak hai

kuch khwaab dekhta tha kuch khwaab dekhta hun

Iqbaal mujhko ab bhi mehsus ho raha hai

ke ROUZE ke saamne hun aur naat padh raha hun


Related Content

  1. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Naat
  2. Allaha Ha Ghar Kulde Ka Naqsha Nahie Dekha (Naat Lyrics)
  3. Ae Noor-e-mujjassim
  4. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  5. Uchiyan Uchiyan Shaana 
  6. Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics
  7. Kaabe Ke Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood  Naat Lyrics
  8. Aap ke Darbar se khali gaya koi nahi
  9. AAKHRI LAMHON MEIN KYA SHEHR O BIYABAAN DEKHUN,
  10. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar
  11. Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
  12. Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)
  13. Nabiyo Ke Sardar Aae  Naat Lyrics
  14. AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
  15. Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai  Naat Lyrics
  16. Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
  17. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  18. Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)
  19. Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein   Naat Lyrics
  20. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)

Leave a comment