Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus E Azam Dastagheer   Naat Lyrics

Imdad kun Imdad kun, imdad kun
Azaranj wa gham azad kun,
Dar deeno dunya shaad kun …2
Ya Ghaus e Azam dastagheer …2
Imdad kun Imdad kun, imdad kun,

Tere haath mein haath maine diya hai …2
Teray haath hai laaj Ya Ghaus e Azam

Nikala hai pehlay to doobay huoon ko …2
Aur ab doobtoon ko bacha Ghaus e Azam

Bhawar mein phansa hai safina hamara …2
Bacha Ghaus e Azam, Bacha Ghaus e Azam

Kasam hai ke mushkil ko mushkil na paya …2
Kaha hum nay jis waqt Ya Ghaus e Azam

Mureedoon ko khatra nahin bahr e ghum say …2
Kay beray ke hain na khuda Ghaus e Azam

Kahein kis say jakar Hassan apne dil ki …2
Sunne koun teray siwa Ghaus e Azam


Related Content

  1. MANGHTE HE KARAM UNKA SADAA MANGHRAHE HE
  2. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  3. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga  Naat Lyrics
  4. Baarwein Ka Chaand Aaya Naat Lyrics
  5. Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai  Naat Lyrics
  6. Ashkon ka meri aankh mein toofan utha ho
  7. Chand Se Unke Chehre Par Ghesue Mushk Faam Do   Naat Lyrics
  8. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  9. Sar Sue Rouza Jhuka Phir Tujhko Kya  Naat Lyrics
  10. Hamaray Maula Hamaray Aaqa Imam-e-Azam Abu Hanifa
  11. Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
  12. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  13. Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics
  14. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  15. Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
  16. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics
  17. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  18. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  19. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics
  20. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda

Leave a comment