Mujhe Rang De Maula

Muhammad Owais Raza Qadri Lyrics

Urdu Naat Lyrics

Lyrics are taken from: http://www.TheNasheedLyrics.com

Muhammad Owais Raza Qadri – Mujhe Rang De Maula

Muje Rang De Muje Rang De
Maula Maula Muje Apne Rang De Maula

Tu Karim Hai Tu Rahim Teri Zaat Sab Se Azim Hai
Nahi Tujsa Koi Bhi Dusra Tu Qabir Hai Tu Alim Hai.

Muje Rang De Muje Rang De
Maula Maula Muje Apne Rang De Maula

Ye Latafate Ye Inayate Hai Tere Karam Ki Wazahate
Jo Chaman May Hai To Nasim Hai Jo Gulo May Hai To Shamim Hai

Muje Rang De Muje Rang De
Maula Maula Muje Apne Rang De Maula

Tu Baid Bhi Tu Qarib Bhi Tu Muhib Bhi Hai Tu Habib Bhi
Tu Hararate Dil-e-Ashiqan Tu Nishan-e-Aql-e-Salim Hai

Muje Rang De Muje Rang De
Maula Maula Muje Apne Rang De Maula

Tu Hai Raazdan Sabhi Baat Ka Tu Hai Rang Bazm-e-Hayat Ka
Kahin Shan-e-Khalk-e-Muhammadi Kahin Husn-e-Nutq-e-Kalim Hai

Muje Rang De Muje Rang De
Maula Maula Muje Apne Rang De Maula

Tu Habib Bhi Tu Hafiz Bhi Tu Rahim Bhi Tu Karim Hai
Tu Bashir Bhi Tu Nasir Bhi Tu Kabir Hai Tu Halim Hai.

Muje Rang De Muje Rang De
Maula Maula Muje Apne Rang De Maula
[ www.thenasheedlyrics.com ]

Tu Mere Khayal Ke Gulshano May Basa Misal-e-Shamim Hai
Tu Mere Yaqeen Ki Wusaton May Khiram-e-Mauj-e-Nasim Hai

Muje Rang De Muje Rang De
Maula Maula Muje Apne Rang De Maula

Hai Dua-e-Bismil-e-Mim Jaan Ke Meri Khataon Ko Bakhsh De
Hai Muje To Tera Hi Aasra Tu Halim Hai Tu Rahim Hai.

Muje Rang De Muje Rang De
Maula Maula Muje Apne Rang De Maula


Related Content

  1. Fat’he Baabe Nubuwwat Pe Bayhad Durood
  2. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  3. Barhy jo karky vo
  4. Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
  5. Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
  6. Aaj Dulha Bana Shahe Ahmad Raza
  7. Maine Rukh Kar Liya Madine Ka
  8. Ya Rabb Meri Soee Huwi Taqdeer Jaga De (Naat Lyrics)
  9. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics
  10. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho
  11. Dil Madina Mera Bana Aaqa Naat Lyrics
  12. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  13. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
  14. Sahar Ka Waqt Hai Masum Kaliya Muskurati Hain  Naat Lyrics
  15. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
  16. Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
  17. Dil Se Hazaar Baar Madina Tujhe Salam
  18. Bolte Hain Sangreze Aapke Ishare Se  Naat Lyrics
  19. Mim Madina Marehara Ki Kismat   Naat Lyrics
  20. Allah Ne Pohanchaya Sarkar Ke Qadmon Main Naat Lyrics

Links: , , , , , , , , , , , ,

6 thoughts on “Mujhe Rang De Maula”

  1. your site is really good specially for muslims.plz carry on and give islamic information to all muslims through your site.

    Reply
  2. I think this website is brilliant however the comments people have posted about hating Pakistan and stuff is really lame

    Reply
  3. Salaam, I am Fuzail from India really the good website but i want to download this naat u have any stuffs…..

    Reply

Leave a comment