Barhy jo karky vo suvy shah-e-anam salam
Sadayeen ateen thi har simat sy salam salam
Barhy jo karky vo
Bara hajoom tha taiba ki pehli manzil par
Khary thy rah men karny ko khas-o-am salam
Barhy jo karky vo
Chaly hussain jo taiba sy karbala ki tarf
Jahan pohnchty thy karta tha vo maqam salam
Barhy jo karky vo
Zameen-e- manzil-e-maqsood ny qadam choomy
Falak ny door sy jhuk kar kaha imam salam
Barhy jo karky vo
Shah vo jinheen sab shah shah kehty hen
Imam vo jinhen karty hen sab imam salam
Barhy jo karky vo
Unhen salam munawar ye chahta hy ji
Tamam umar likhun aur na ho tamam salam
Barhy jo karky vo suvy shah-e-anam salam
Sadayeen ateen thi har simat sy salam salam
Barhy jo karky vo
Related Content
- Kitna Ala Rutba Hai Mere Ghouse Azam Ka Naat Lyrics
- Hamne Quraan Mai Parha Hai Naat Lyrics
- Ae Noor-e-mujjassim
- Eid-E-Nabvi Ka Zamana Aa Gaya Naat Lyrics
- Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
- Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
- Uchiyan Uchiyan Shaana
- Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
- labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
- Madani Madine Waale (Naat Lyrics)
- Sweet Madina Sweet Madina Naat Lyrics
- Huzoor Aa Gaye Hai Naat Lyrics
- Rifaete Subhe Saadat Zindabad Naat Lyrics
- ALLAH Ho Rabo Muhammadin
- Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
- Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
- Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
- Amina Ka Laal Aaya Lyrics
- Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja
- Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai Naat Lyrics