Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics

Khub Khushiya Manao Huzur Aa Gaye

Nat E Ahmed Sunao Huzur Aa Gaye

Unke Sajde Ko Maherab E Kaba Jhuki

Apna Dil Tum Jhukao Huzur Aa Gaye

Boli Dayi Halima Unhe Dekh Kar

Nuri Jhula Jhulao Huzur Aa Gaye

Dushmani Chod Do Sab Mohobbat Karo

Dil Se Dil Ko Milao Huzur Aa Gaye

Padh Ke Kalma Ye Kankar Bhi Kahne Lage

Logo Iman Lao Huzur Aa Gaye

Butshikan Aya But Sar Ke Bal Gir Pade

Parchame Haq Uthao Huzur Aa Gaye

Hai Lakad Ja-A-Kum Dekho Quran Me

Padh Ke Sab Ko Sunao Huzur Aa Gaye

Yad Ummat Ko Waqte Wiladat Kiya

Yad Ab Tum Manao Huzur Aa Gaye

Jhum Kar Khub Rizwan Nate Padho

Sab Ko Muzda Sunao Huzur Aa Gaye


Related Content

  1. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  2. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad  Naat Lyrics
  3. Jab Gunmbaday Khuzra Pae Woh Pehli Nazar Gae
  4. Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro  Naat Lyrics
  5. Ban Ke Noor E Khuda Mustafa Agaye
  6. Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
  7. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  8. Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna  Naat Lyrics
  9. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  10. Bolte Hain Sangreze Aapke Ishare Se  Naat Lyrics
  11. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gae Ghum Beshumar Naat Lyrics
  12. Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka  Naat Lyrics
  13. MILTI HE MUHAMMAD KI KHAIRAAT MADINE ME
  14. Mere Aaqa Aaye Jhoomo Mere Daata Aaye Jhoomo (Naat Lyrics)
  15. Na Dolat De Na Shohrat De  Naat Lyrics
  16. Nabi Ki Naat Ki Mahefil Sajana Hum Na Chhorenge  Naat Lyrics
  17. Apni Lagan Laga De
  18. CHAL QALAM AB HAMD E RABB
  19. Tere Ishq Di Dolat
  20. Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman Naat Lyrics

Leave a comment