MILTI HE MUHAMMAD KI KHAIRAAT MADINE ME

Bigre huwe bante he, halaat Madine me
Milti he Muhammad ki, Khairaat Madine me

Jo baat ka Maula ne, Firdous ko bakhshi he
Aati he nazar hum ko, woh baat Madine me

Ay zaaire Tayba ke, Daamane tahi bhar lo
Ekraam ki hoti he, barsaat Madine me

Ya Rabb ye tamanna he, mudat se mere dil me
Meri bhi kabhi ghuzre, ekh raat Madine me

Me?raaj ki shab Aqaa, jab ban ki chale
Doola Utri thi Farishto ki, baraat madine me

Mujh ko bhi Shahe-batha gar, izne Huzoori de
Le jaa-o Duroodon ki, sooghat Madine me

Aabed ye sabaa kehti, phirti he zamane me
He khuld ke meo?on ke ba gaat Madine me


Related Content

  1. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain    Naat Lyrics
  2. Aadha Idhar Aadha Udhar
  3. Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai  
  4. Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
  5. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  6. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
  7. Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)
  8. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
  9. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  10. MERE BAGHDAADI GHAUSUL ANAAM NAAT LYRICS
  11. Jidhar Dekhu Madine Ka Haram Ho  Naat Lyrics
  12. Baarwein Ka Chaand Aaya Lyrics
  13. Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics
  14. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  15. Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
  16. Hum Dare Yaar Pe Dil Apna Jhuka Lete Hai  Naat Lyrics
  17. Tere Ishq Di Dolat
  18. aaka ko pukar bande aaka pukar
  19. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  20. An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih

Leave a comment