Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)

Ay Mujahid-e-NABI Naat Gongunay jaaa

Nagmay-e-MUHAMMADI Jhoom Kar Sunayja [2x]

Do Jahan Par Chayaja, Do Jahan Par Chayaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Parchamay NABI Uthay Lay KHUDA Ka Asra

Dars-e-Murshidi Hai Yah Haq Pay Zingadi Lutta [2x]

Haq Pay Jaa Luttaja, Haq Pay Jaa Luttaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Baat Kar Tu Baad May Pehla Tu Salam Kar

Jo Tera Buzurg Hai Unka Ahtram Kar [2x]

Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Sukr Kar KUDHA Kaa Tu Tujko Ya Watan Mila

Pak Sarzamee Mili Aur Ya Chaman Mila [2x]

Sir Ko Tu Jhukayaja, Sir Ko Tu Jhukayaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Jhoot Bolna Nahi Tum Kabhi Zaban Say

Laanata KHUDA Hai Yah Dekhlo Quran Say [2x]

Sach Kay Geet Gaayaja, Sach Kay Geet Gaayaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Apna Murshidi Ka Dil Is Tarha Say Shad Kar

Jo Sabak Mila Tuja Tu Dil Laga Kar Yaad Kar [2x]

Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Apna Murshidi Ka Dil Is Tarha Say Shad Kar

Har Mahinay Teen Deen Qafila May Safar Kar [2x]

Un Say Faiz Payaja, Un Say Faiz Payaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Aya Jo Ramdhan Rozo Ka Ahtamam Kar

Kha Tu RAB Ki Nameitha Zikr Uska Aam Kar [2x]

Zikh Tu Sunayja, Zikr Tu Sunayja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Arzoo Ki Hai Dua Aur Raha Suki Sada

Mehrbaan AAQA Ho Aur Karam Kara Khuda [2x]

MADNI Rang May Rangtaja, MADNI Rang May Rangtaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja

Haq ALLAH [4x]

Ay Mujahid-e-NABI Naat Gongunay jaaa

Nagmay-e-MUHAMMADI Jhoom Kar Sunayja [2x]

Do Jahan Par Chayaja, Do Jahan Par Chayaja

Zarba Haq Lagayja, Zarba Haq Lagayja


Related Content

  1. Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain
  2. Aao ahle shariat pardhaye tumhe
  3. Huzoor Aisa Koi Intezam  Naat Lyrics
  4. Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
  5. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  6. Sarkar Ka Madina  Naat Lyrics
  7. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  8. Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics
  9. Gali Hondi Madine Di Lyrics
  10. Lab Per Naat-e-Pak Ka Naghma  Naat Lyrics
  11. Aane Walon Yeh To Batao Lyrics
  12. TAN SADQE MERA MANN SADQE
  13. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gae Ghum Beshumar Naat Lyrics
  14. Bhejo Darood Us Zaat Per,mikar sada kaho
  15. Meh Madine Chala (Naat Lyrics)
  16. Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
  17. AAJ ASHK MERI NAAT SONAA?E TO AJAB KYA
  18. ShaheMadina Naat Lyrics
  19. Man Kunto Maulaa  Naat Lyrics
  20. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics

Leave a comment