Meh Toh Panj Than Ka Ghulaam Hun (Naat Lyrics)

Meh toh panj than ka ghulaam hun
Mujhay ishq hain toh Khuda sey hain, mujhay ishq hain toh Rasool hain
Meray mun sey aaey mehak sada, joh main naan lun tera bhool sey

Mujhey ishq sar-o-saman sey hain, mujhay ishq saray chaman sey hain
Mujhay ishq Un ki gali sey hain, mujhay ishq hain Un key wathan sey hai

Mujhay ishq hain toh Ali sey hain, mujhay ishq hain toh Hassan sey hain

Mujhay ishq hain toh Hussain sey, mujhay ishq Shahe Zaman sey hain

Meh toh panj than ka ghulaam hun
Huwa keysay then sey woh sar juda, jahan ishq ho wohein Karbala
Meri baath un hi ki baath hain, meray saamnay wohi zaath hain

Wohi jin ho shayre Khuda kahein, jinhein baabe Sale ala kehein
Wohi jin ko aale Nabi kahein, wohi jin ko zaathe Ali kahein

Wohi pukhta hain mey tho khaam hun
Meh toh panj than ka ghulaam hun


Related Content

  1. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
  2. Kyunkar Na Merey Dil Main Hu Ulfat Rasool Ki
  3. Jahan Roza-e-Pak Kher-ul-Wara (Naat Lyrics)
  4. Naatein Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  5. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics
  6. Nabiyo Ke Sardar Aae  Naat Lyrics
  7. Zamin- O- Zamin Tumhare Liye
  8. Jahaan Rauza E Pak E Khairul Wara Hai
  9. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho
  10. Rabbana Ya Rabbana  Naat Lyrics
  11. Manghte He Karam Unka Sadaa (Naat Lyrics)
  12. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  13. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  14. Aawaz panch waqt lagati hai momino
  15. Sahara Chahiye Sarkar Zindagi Ke Liye  Naat Lyrics
  16. YA RAB MERI SOI HUYI TAQDEER
  17. Aaj Muhammad aye moray ghar
  18. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  19. Main Lab Kusha Nahi Hoon Aur Mehre Ilteja Hu  Naat Lyrics
  20. Kis Chiz Ki Kami Hai Maula Teri Gali Main  Naat Lyrics

Leave a comment