Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)

Mera dil aur Meri jaan Madine waale
Tujh pe sawjaan se qurbaan Madine Waale

Sub ke matloob ka Mahboob he matloob he Too
Allah Allah reh Teri shaan Madine waale

Tera Dar chor ke jaa�o to kaha jaa�o
Mere Aqaa mere Sultaan Madine waale

Bar de bar de mere Aqaa meri jholi bar de
Ab na rakh be saro samaan Madine waale

Aare aati he teri zaat har ekh dokhya ke
Meri mushkil bhi ho aasaan Madine waale

Phir tamanna-e Ziyaarat me kiya dil be chain
Phir Madine ka he armaan Madine waale

Sagge Tayba mujhe sub kaha ke pukaar Hamdam
Yahi rakhe meri pehchaan Madine Waale


Related Content

  1. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  2. Kaabay Ki Ronaq Kaabay Ka Manzar
  3. Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
  4. Tum Par Main Jan
  5. Zikre Aaqa Se Seena Saja Hai Naat Lyrics
  6. Meh Toh Panj Than Ka Ghulaam Hun (Naat Lyrics)
  7. Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics
  8. Main Lab Kusha Nahi Hoon Aur Mehre Ilteja Hu  Naat Lyrics
  9. Al Nabi Sallu Alai
  10. Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
  11. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  12. Lutf Unka Aam Ho Hi Jayega  Naat Lyrics
  13. Do jag de wich hoye ujaale,
  14. Bighari Banaao Makki Madani  Naat Lyrics
  15. Ae Noor-e-mujjassim
  16. Ali Haidar ka gharana
  17. Ya Habib e Ahmed Mujtaba Dil e Mubtala Ka Salam Lo
  18. Na Kahin Se Door Hein Manzilen  Naat Lyrics
  19. Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)
  20. Ya Nabi Ya Rasool

Leave a comment