Ho Karam Sarkar Ab Tou Ho Gaye Ghum Beshumaar  Naat Lyrics

Ho Karam Sarkar Ab Tou Ho Gaye Ghum Beshumaar
Jaan-O-Dil Tum Par Fida Ae Do Jahan Ke Taajdar

Mein Akela Aur Masail Zindagi Ke Beshumaar
Aap Hee Kuch Kijiye Na Ae Shah-e-Aali Waqaar

Yaad Aata Hai Tawaaf-e-Khana-e-Ka’aba Mujhe
Aur Lipatna Multazim Se Waalihana Baar Baar

Sung-e-Aswad Choom Kar Milta Mujhe Kaif-O-Suroor
Chayn Paata Dekh Kar Dil Mustajab-O-Mustajab

Gumbad-e-Khizra Ke Jalway Aur Woh Iftariyan
Yaad Aati Hain Bohot Ramzan-e-Taiba Ki Bahaar

Ya RasoolAllah Sunn Lejiye Meri Faryad Ko
Kon Hai Jou Keh Sunnay Tere Siwaa Meri Pukaar

Ghum Zadaa Yoon Na Huwa Hota Ubaid-e-Qadri
Iss Baras Bhi Dekhta Gar Sabz Gumbad Ki Bahar


Related Content

  1. Aankhen purnoor karu dekh ke chehra unka
  2. Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna  Naat Lyrics
  3. MADINE WAALE MERI LAAJPAL
  4. Tu Kareen hi Jo Thehra Tu Karam Ke Kiya Thikane (Naat Lyrics)
  5. Jashn Aamade Rasool
  6. Unka Mangta Hu Jo Mangta Nahi Hone Dete Naat Lyrics
  7. Mein Nazar Karoon Jaan O Jigar  Naat Lyrics
  8. An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih
  9. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics
  10. Aaj Muhammad aye moray ghar
  11. Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics
  12. Woh Rasool Mera Rasool Hai (Naat Lyrics)
  13. Aa Dil Main Tujhe Rakh Loun
  14. Lutf Unka Aam Ho Hi Jayega  Naat Lyrics
  15. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
  16. Al Madad Al Madad Al Madad Ya Khuda  Naat Lyrics
  17. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan
  18. Likh Raha Hoon Naat E-Sarwar  Naat Lyrics
  19. Shukr E Khuda Ki Aaj Ghari Us Safar Ki Hai  Naat Lyrics
  20. Dushman-E Ahmad Pe Shiddat Kijiye  Naat Lyrics

Leave a comment