Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)

Ya Rabb Tere Mahboob ka Jalwa nazar aaye
Is Noor Mujassam ka Saraapa nazar aaye

Ay kaash kabhi aisa bhi ho kwaab me mere
Hoon jis ki Gulaami me who Aqaa nazar aaye

Ta Hashr meri qabar me ho jaaye ujaala
Marqad me jo Un ka ruke zebaa nazar aaye

Jis dar ka banaaya he ghadaa mujh ko Ilaahi
Is dar pe kabhi kaash ye maghta nazar aaye

Roshan rahe aankhen ye meri ba�de fana bhi
Gar waqt nazaa�e ho Shahe Waala nazar aaye

Kis aankh ne dekhi he misaal ankhi jahan me
Sarkaar too konain me yakta nazar aaye

Kaaba ay Riaz is ko banaalo me dil ka
Gar Naqshe Qadam mujh ko Nabi nazar aaye


Related Content

  1. Koi Saleeqa Hai Aarzoo Ka Na Bandagi Meri Bandagi Hai  Naat Lyrics
  2. Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
  3. Jab Say Howa Hey Unka Karam
  4. Islam Zindabad, Islam Zindabad
  5. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  6. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  7. Dam Ba Dam Allah Ho Allah Ho (Hamd)  Naat Lyrics
  8. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  9. Amina Ka Laal Aaya Lyrics
  10. Jahaan Rauza E Pak E Khairul Wara Hai
  11. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  12. Ae Noor-e-mujjassim
  13. Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah  Naat Lyrics
  14. AAJ DULHA BANA SHAHE AHMAD RAZA
  15. Haajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Naat Lyrics
  16. Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
  17. Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics
  18. Mere Sarkar Sunte Hai  Naat Lyrics
  19. Bighari Banaao Makki Madani  Naat Lyrics
  20. Noor Wala Aya Hai  Naat Lyrics

Leave a comment