TARON MEIN ROSHNI

Taroon Mein Roshni, Mere Nabi Se hai

Taroon Mein Roshni, Mere Nabi Se hai

Chanda Mein Chandni, Mere Nabi Se hai

Chanda Mein Chandni, Mere Nabi Se hai

Kaliyon Mein Tazgi Mere Nabi Se Hai

Kaliyon Mein Tazgi Mere Nabi Se Hai

Phoolon Mein Dilkashi, Mere Nabi Se Hai

Phoolon Mein Dilkashi, Mere Nabi Se Hai

Taroon Mein Roshni, Mere Nabi Se hai

Roshan Jahan Tha, Kal Bhi Huzoor Se

Roshan Jahan Tha, Kal Bhi Huzoor Se

Yeh Noor Aj Bhi, Mere Nabi se Hai

Yeh Noor Aj Bhi, Mere Nabi se Hai

Chanda Mein Chandni, Mere Nabi Se hai

Ranginiye Jahan To, Unke Karam se Hai

Ranginiye Jahan To, Unke Karam se Hai

Jannat Ka Husn Bhi Mere Nabi se hai

Jannat Ka Husn Bhi Mere Nabi se hai

Taroon Mein Roshni, Mere Nabi Se hai

Woh Jo Na Hon To Kuch Bhi Nahi Hai Jahan Mein

Woh Jo Na Hon To Kuch Bhi Nahi Hai Jahan Mein

Dunya Mein Zindagi Mere Nabi se Hai

Dunya Mein Zindagi Mere Nabi se Hai

Taroon Mein Roshni, Mere Nabi Se hai

Choome Na Kyu Qadam Kaaba Bhi Shoak Se

Choome Na Kyu Qadam Kaaba Bhi Shoak Se

Nisbat Bilal Ki, Mere Nabi se Hai

Nisbat Bilal Ki, Mere Nabi se Hai

Jannat Ka Husn Bhi Mere Nabi se hai

Phoolon Mein Dilkashi, Mere Nabi Se Hai

Dunya Mein Zindagi Mere Nabi se Hai

Taroon Mein Roshni, Mere Nabi Se hai

Taroon Mein Roshni, Mere Nabi Se hai

Chanda Mein Chandni, Mere Nabi Se hai

Chanda Mein Chandni, Mere Nabi Se hai


Related Content

  1. Rifaete Subhe Saadat Zindabad  Naat Lyrics
  2. Al Madad Al Madad Al Madad Ya Khuda  Naat Lyrics
  3. Jasne Amade Rasool Allah Hi Allah  Naat Lyrics
  4. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat
  5. Dard E Dil Chahiye Chashm E Tar Chahiye
  6. Jis Nay Madinay Jana Kar Lo Tayarian  Naat Lyrics
  7. Mere Allah Ke Nigaar Salaam  Naat Lyrics
  8. Aaqa Meriyan akhiyan madine wich reh gayan lyrics
  9. Nazar Ko Bax Do Aisa Asar GARIB NAWAZ  Naat Lyrics
  10. Ab To Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madina Dekhoon
  11. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  12. Karam Karam Mola
  13. Aadha Idhar Aadha Udhar
  14. Taiba Bula Lijiye Na
  15. Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
  16. Ya Nabi Ya Nabi
  17. Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)
  18. Tere Paak Naam Pe Aye Khuda Hamd Lyrics
  19. Ae Noor-e-mujjassim
  20. Eidon Ki Hai Eid Aayi

Leave a comment