TERI JALIYON KE NEECHE

Teri Jaliyon Ke Neechay, Teri Rehmaton Ke Saaye

Jisse Dekhni Ho Jannat, Who Madina Dekh Aaye

Naa Yeh Baat Shaan Se Hai, Na Ye Baat Maal O Zar Ki

Wohi Jaata hai Madine, Aaqa Jisse Bulaye

Wohi Jaata hai Madine, Aaqa Jisse Bulaye

Teri Jaliyon Ke Neechay, Teri Rehmaton Ke Saaye

Kaisi Wahan Ki Raaten, Kaisi Wahan ki Baaten

Unhe Pooch Lo Nabi Ka, Jo Madina Dekh Aaye

Unhe Pooch Lo Nabi Ka, Jo Madina Dekh Aaye

Teri Jaliyon Ke Neechay, Teri Rehmaton Ke Saaye

Rozay Ke Saamne Main, Yeh Duayen Maangta Tha

Meri jaan Nikal To Jaaye, Yeh Sama Badal Na Jaaye

Meri jaan Nikal To Jaaye, Yeh Sama Badal Na Jaaye

Teri Jaliyon Ke Neechay, Teri Rehmaton Ke Saaye

Taiba Ko Jaane Walo, Tumhen Deta Hoon Dua’ain

Dar-e-Mustafa Pe Jaa ke, Tu Jahan Ko Bhool Jaaye

Dar-e-Mustafa Pe Jaa ke, Tu Jahan Ko Bhool Jaaye

Teri Jaliyon Ke Neechay, Teri Rehmaton Ke Saaye

Teri Jaliyon Ke Neechay, Teri Rehmaton Ke Saaye

Jisse Dekhni Ho Jannat, Who Madina Dekh Aaye

Related Content

  1. Ban Ja Toon Vi Yaar Madine Wale Da Lyrics
  2. Aa Gayi Jag De Vich Bahaar
  3. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar
  4. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga Naat Lyrics
  5. Zamin O Zaman Tumhare Liye (Naat Lyrics)
  6. Hum Ko Bulana Ya Rasulallah
  7. Jo Madina Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat Hoti (Naat Lyrics)
  8. Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)
  9. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
  10. Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
  11. AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
  12. Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He
  13. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics
  14. Aankhein Ro Ro Ke Sujane Wale Naat Lyrics
  15. Lo Madine Ki Tajjali Se Lagaye Huwe Hain  Naat Lyrics
  16. Mangate Hain Karam Unka Sada  Naat Lyrics
  17. Bheek ‘Ata Ae Nabi Muhatasham Ho
  18. Na Aasmaan Ko Yun Sar Kashida Hona Tha  Naat Lyrics
  19. Mil Gaya Dar Tera Garib Nawaz  Naat Lyrics
  20. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda

Leave a comment