OWAISION MEIN BAITH JA BILALIYON MEIN BAITH JA

Owaisiyon Me Baith Ja Bilaliyon Me Baith Ja
Waha Fasilon Ki Ziyadati Se Inayaton Me Kami Nahi
Koi Dur Rehke Owais He Koi Pas Rehke Bilal Hain

Owaisiyon Me Baith Ja Bilaliyon Me Baith Ja
Talab Hain Kuch To Betalab Suwaliyon Me Baith Ja
Yeh Marifat Ke Raaste Hain Ahele Dil Ke Waaste
Junaidiyo Se Jaa Ke Mil Gazaliyon Me Baith Jaa

Jo Chahta Hain Gulsitane Mustafa Ki Nokri Kon Chahta Hain Sare Chahte He Na Jisko
Yeh Nokri Miljati Hain Pata He Wo Kya Kehta He Wo Kehta Hain.

Mujh Pe Kitna Niyazi Karam Hogaya Duniya Kehne Lagi
Panjatan Ka Gada Is Gharane Ka Jab Se Me Nokar Huwa
Sab Se Achi Meri Nokri Hogayi Jo Chahta Hain Gulsitane
Mustafa Ki Nokri To Guwe Mustafa Pehen Ke Maliyon Me Baith Ja

Agar Ho Khalwate Azeez To Hujum Me Nikal Sukun Chahiye
Agar Dhamaliyon Me Baith Ja
Her Ek Sans Per Jo Unko Dekhne Ki Hain
Talab To Ankh Band Ke Unke Der Ki Jaliyon Me Baith Ja

Durud Per Namaz Per Ibadaton Ke Raaz Per
Safe To Sab Bichi Hain Ishq Waliyon Me Baith Jaa

Munafi Ko Chor De Tu Aashiqo Me Baith Jaa
Wahabiyon Ko Chorde Tu Sunniyon Me Baith Jaa Bareliyon Me Baith Jaa
Muzaffar Aap Tak Rasayi Itni Sahel To Nahi
Tawajjo Chahiye To Yergamaliyon Me Baith Jaa


Related Content

  1. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein
  2. Noori Mahfil Lyrics
  3. Qasidah Burdah Sharif- Qasidah Burdah Sharif Lyrics
  4. Arshe Haq Hai Masnade Rifat Rasoolullah Ki – Naat Lyrics
  5. Aaj Muhammad aye moray ghar
  6. Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro  Naat Lyrics
  7. Ay Mujahid-e-nabi Naat Gongunay Jaaa (Naat Lyrics)
  8. Zikre Aaqa Se Seena Saja Hai Naat Lyrics
  9. BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
  10. Woh Bhi Din Ayega Ek Bar
  11. labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
  12. Madine Ke Zaa-ir Salaam Unse Kehna  Naat Lyrics
  13. Ham Faqeeron Ko Madeene
  14. Jitna Diya Sarkaar Ne Mujh Ko Itni Meri Awqaat Nahi
  15. Allaha Ha Ghar Kulde Ka Naqsha Nahie Dekha (Naat Lyrics)
  16. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  17. aaka ko pukar bande aaka pukar
  18. Ab Bula Lijiye Na Madina Lyrics
  19. Arzo Sama Banay Hain – Naat Lyrics
  20. Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics

Leave a comment