Noori Mahfil Lyrics

Noori Mehfil Pay Chadar Tani Noor Ki
Noor Phela Howa Aaj Ki Raat Hey

Chandni Mey Hey Dobey Howy Hein Do Jahan
Kon Jalwa Numa Aaj Ki Raat Hey

Farsh Par Dhom Hey Arsh Par Dhoom Hey
Badnaseebi Hey Us Ki Jo Mehroom Hey
Phir Miley Ge ye Shab kis ko Maloom Hey
Aam Lutfe Khuda Aaj Ki Raat Hey

Abrey Rehmat Hey Mehfil Pey Chay Howy
Asman Sey Malaik Hein Aay Howy
Khud Mohammad Hein Tashreef Lay How
Esi Ronak Fiza Aaj Ki Raat Hey

Khoob Honey Do Ashkoon Ki Barsat Ko
Do Salami Mohammad Ki Barat Ko
Chom Lo Chom Lo Aaj Ki Raat To
Shabqadar key Guman Aaj Ki Raat Hey

Mang Lo Mang Lo Chashm E Tar Mang Lo
Dard E Dil Aur Husne Nazar Mang Lo
Kamli Waly Ki Nagri Mey Ghar Mang Lo
Mangny ka Maza aaj Ki Raat hey

Chandni Mey Hein Duby Howy Do Jahan
Kon Jalwa Numa Aaj Ki Raat Hey

Momeno Aaj Ganjey Safa Lut Lo
Lut lo Aey Marezoo Shifa Lut Lo
Asio Rehmate Mustafa Lut Lo
Baabe Rehmat Khula Aaj Ki Raat Hey

Waqt Lay khuda Sab Madine Chalin
Lutney Rehmatoon key khazeny Chalin
Sab ki Manzil ki Janib Safeny Chalin
Mery Saim Dua Aaj Ki Raat Hey

Noori Mehfil Pay Chadar Tani Noor Ki
Noor Phela Howa Aaj ki Raat Hey
Chandni Mey Hein Dube Howy Do Jahan
Kon Jalwa Numa Aaj Ki Raat Hey


Related Content

  1. Koi Nabi Nahi Hai Mere Mustafa Ke Baad  Naat Lyrics
  2. Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics
  3. A’lam-E-Islam Ko Ye Eid-E-Milaad-Un-Nabi
  4. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  5. Karam Ke Badal Baras Rahe Hain  Naat Lyrics
  6. Dare Nabi Par Para Rahoon Ga Naat Lyrics
  7. aaka ko pukar bande aaka pukar
  8. Na Kaleem Ka Tasawwur Na Khiyaal-E-Tur-E-Sinaa  Naat Lyrics
  9. Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar
  10. Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki  Naat Lyrics
  11. Ham Faqeeron Ko Madeene
  12. Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain    Naat Lyrics
  13. Nabiyo Ke Sardar Aae  Naat Lyrics
  14. Kaun Kehta Hai Aankhei(n) Chura Kar Chale  Naat Lyrics
  15. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  16. Mera Dil Aur Meri Jaan Madine Waale (Naat Lyrics)
  17. Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
  18. Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics
  19. Tera Rishta Bana Shiraaz Se Jameeyate Khaatir (Naat Lyrics)
  20. Soona jungle raat andheri chaye hai

Leave a comment