Meray Aqa Meray Lajpaal Madinay Waley (Naat Lyrics)

Meray Aqa meray lajpaal Madinay waley

Meray halaath badal daal madinay waley

Apni aankhon sey lagaaown mey sunehri jaali

Mujh ko bulwaaeeye har saal Madinay waley

Sadqah Hasnain ka bhar dijiye jholi meri

Mujh ko kar dijiye khush haal Madinay waley

Aale athhar kei mey geeth hameysha gaaon

Khush rahay mujh sey teri Aal Madinay waley

Apney dukh dard sunaaon mey kisay teray siwa

Bin theray kown sunay haal Madinay waley

Aeybe mehshar kahein khulney nah paaein meray

Rakhna daaman mey bahr haal Madinay waley


Related Content

  1. Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
  2. Ay Deen E Haq Ke Rehbar Tum Par Salaam Har Dam
  3. Lutf Unka Aam Ho Hi Jayega  Naat Lyrics
  4. YA TAIBA YA TAIBA
  5. Sadkhe Me Mustafa Ke Madine Ko Jayeinge  Naat Lyrics
  6. Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai Lyrics
  7. Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
  8. Main Nazar Karun Jaan O Jiigar  Naat Lyrics
  9. Baat Kar Madine Ki Naat Lyrics
  10. Allah Nabi Da Naam Layye Allah Nabi Da
  11. Kaba Lyrics
  12. Nabi Nabi Nabi Nabi  Naat Lyrics
  13. Ham Faqeeron Ko Madeene
  14. Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
  15. Madinah Deykhney Ki Aarazu Hai Meray Seenay Mein (Naat Lyrics)
  16. Ya Rab Hai Bakhsh Dena 
  17. Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics
  18. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  19. Kaak Sooraj Se Andehro Ka Izalah Hoga (Naat Lyrics)
  20. Amina Ka Laal Aaya Lyrics

Leave a comment