Kaba Lyrics

Kaabe pe padhi jab pehli nazar

Kya cheez hai duniya bhool gaya (X2)

Yun hoosh -0- khirad maflook hue

Dil zok -e- tamasha bhul gaya (X2)

Kaabe pe pdhi jab pehle nazar

Kya cheez hai duniya bhul gaya (X2)

Kaabe ki ronak kabe ka manzar

Allah hu akbar allah hu akbar

Dekhu toh dekhe jau barabar

Alllah hu akbar allah hu akbar

Pauucha jo haram ki chokht tak

Ik abr e karam ne gher liya (X2)

Baki na raha kuch fir hosh mujhe

Kya maanga kya kya bhul gaya (X2)

Kaabe pe padhi pe jab pehli nazar

Kya cheez hai duniya bhul gaya

Tere karam ki kya baat maula

Tere haram ki kya baat maula

Ta umar kar de aana mukadar

Allah hu akbar Allah hu Akbar

Jis waqt dua ko haath uthe

Yaad aa na saka jo socha tha (X2)

Izhaar -e- aqeedat ki dhun mai

Izhaar -e- tamanna bhul gaya

Bheja hai jannat se tujhko khuda ne

Chuma hai tujhko khud mustafa ne

Ae sang-e-aswad tera mujaddar

Allah hu akbar Allah hu akbar

(Chorus)

Kaabe pe padhi jab pehli nazar

Kya cheez hai dunia bhul gaya(X2)


Related Content

  1. Hum Khak Hain Aur Khak Hi Mawa Hain Hamara  Naat Lyrics
  2. Fariyad Gause Aazam  Naat Lyrics
  3. Aap shamme risalat hain parwaney hum
  4. Sar Bulandi Ki Rawayat Sir Katanay Say Chali  Naat Lyrics
  5. Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)
  6. Gali Hondi Madine Di Lyrics
  7. Banda Milne Ko Kareeb Hazrat E Qadir Gaya Naat Lyrics
  8. Nabi Ke Ishq Ne, Jis Ko Hasin Banaaya Hai
  9. Muje Mere Aaka Bulate Rahenge  Naat Lyrics
  10. Baykhud kayay daitay hein andaz hajabana
  11. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar
  12. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  13. AA GAYE MAIDAN MAIN WAFADAR E SAHABA
  14. Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
  15. Al-madad, peeraan-e-peer ! Gaus-ul-aa’zam dast-geer !
  16. Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
  17. Mein So Jaoo Ya Mustafa Kehte Kehte  Naat Lyrics
  18. Apne Damane Shafa’at Mein Chhupaye Rakhna Naat Lyrics
  19. MADINE WAALE MERI LAAJPAL
  20. Rehmat Baras Rehi Hai

Leave a comment