Tere Qadmo Me Aana, Mera Kaam Tha (Naat Lyrics)

Tere Qadmo me aana, mera kaam tha
Meri Kismat jagaana, Tera kaam he

Meri aankho ko he, deed ki arazoo
Rukh se Parda uthaana, Tera kaam he

Teri choukat kahan aur kaha ye jabeen
Tere faiz-e karam ki to hud hi nahi

Jin ko duniya me koyi na apna kahe
unko apna banana Tera kaam he

Baaraa bat�ta he Sultaane Kaunain ka
Sadqa Moula Ali Sadqa Hasnain ka
Sadqa Khwaja Piya Ghous Saqalain ka
Sadqa Sultan Bahu Peer Kaamil ka
Haaziri hogayi ye bhi in�aam he

Mere dil me teri yaad ka raaj he
Zahne Tere Tassawur ka muhtaaj he
Har ek nigahe karam me meri laaj he
Laaj meri nibhaana Tera kaam he

Pesh har aarazoo har tamana karoo
Thaam loo Jaaliya iltija ye karo
Mangne waalo daaman kushaada karo
Noor waale ka Faiz-e-karam aam he


Related Content

  1. Jashn-e-wiladat Zindabad  Naat Lyrics
  2. Dil Se Hazaar Baar Madinah Tujhe Salaam Lyrics
  3. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga  Naat Lyrics
  4. Allah Allah Shah-e-Konain Jala’lat Teri
  5. Sirf Ek Baar  Naat Lyrics
  6. La ilaha illa Ho- La ilaha illa Ho Lyrics
  7. Aey Mere Mola Mola Mola
  8. Ae Mowla Ik Baar Dikhadey Jalwa Kamli Waley Ka
  9. Aaj Muhammad aye moray ghar
  10. Do jag de wich hoye ujaale,
  11. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  12. ALIF ALLAH CHAMBAY DE BOOTI
  13. Tajalli E Noor E Kidam Ghous E Aazam  Naat Lyrics
  14. Dil Madina Mera Bana Aaqa
  15. Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
  16. Main Aasi Hoon Magar Tu Hai Gaffar Ya Allah  Naat Lyrics
  17. Abhi jibril utre
  18. He Kalaame Ilahi Me Shamsudduha  Naat Lyrics
  19. Koi Saleeqa Hai Aarzoo Ka Na Bandagi Meri Bandagi Hai  Naat Lyrics
  20. Banke Sail Madine Noo Lyrics

Leave a comment