Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
Dil me ishq e Nabi ko jagayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
Meri aankhe hogi munawwar rauze ko jab dekhunga
Dil ye khushi se bol uthega Aaqa ka rauza nazar aagaya
Dil ki ye armaan hai Aaqa tayba ki un galion me
Mere dil ko mai samjhau ke Aaqa ka rauza nazar aagaya
Allah Allah unki jaali chumoon mai in honto’n se
Shukr Khuda ka karte bolu Aaqa ka rauza nazar Aagaya
Jald ghadi wo aayegi Rabb e Ta’ala ki rehmat se
Dil ye Tameem ka bol uthega Aaqa ka rauza nazar aagaya.
Aao aao sar ko jhukayen Aaqa ka rauza nazar aagaya
Related Content
- Sadkhe Me Mustafa Ke Madine Ko Jayeinge Naat Lyrics
- Bheek ‘Ata Ae Nabi Muhatasham Ho
- Apni Atta Ka Haq Ne Yeh Manzar Dikha Diya
- Jab Zaban Par Muhammad ka nam agaya
- Ahlan Wa Sahlan Marhaba Lyrics
- Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do Naat Lyrics
- Al Nabi Sallu Alai
- Jasne Amade Rasool Allah Hi Allah Naat Lyrics
- Dekhte Kya Ho Ahle Safa
- Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
- Aankhon ka taara naame Muhammed
- Mim Madina Marehara Ki Kismat Naat Lyrics
- Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam Naat Lyrics
- AA GAYA WOH NOOR WALA JIS KA SARA NOOR HAI
- Gar Talab Sey Kuch Masewa Chahey
- Sar Bulandi Ki Rawayat Sir Katanay Say Chali Naat Lyrics
- Kaba Lyrics
- Kaabe Ke Dar Ke Saamne (Naat Lyrics)
- Ek Ajab Lutf Is Tarah Jeene Mein Hai Naat Lyrics
- Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics