Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai Lyrics

Manqabat e Garib Nawaz

Baabe Haram khula hai Chati ki bahar hai
Har soo nuzoole rehmate Parwardigar hai

Hum Hindiyon ke dil mein jo Imaan ka noor hai
Usmaan ke laal ka karam be shumaar hai

Sadqa Rasoole Paak ka Ajmer mein mile
Dariya e faiz Chisht ka ye aabshaar hai

Zahid bahare ishq ki kuch kaifiyat na pooch
Har zakhme dil hara hai jigar laala zaar hai

Dhalti hai shaame zindagi Khwaja ab aaiye
Sayyid ki chashme nam ko tera intezaar hai


Related Content

  1. Kaba Lyrics
  2. Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein  Naat Lyrics
  3. Aaqa Ke Ghulamo Ko Ab Eid Manane Do
  4. ALLAH Ho Rabo Muhammadin
  5. Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka  Naat Lyrics
  6. Dil Main Ishq E Nabi Ki Ho Aisi Lagan  Naat Lyrics
  7. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  8. HAR DESH MAIN GUNJEGA
  9. Qasidah Burdah Sharif- Qasidah Burdah Sharif Lyrics
  10. Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun
  11. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  12. Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum
  13. Ya Nabi Ya Nabi
  14. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  15. Unki Mahek Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye He
  16. Lab Pe Aati Hai Dua Banke Tamanna Meri  Naat Lyrics
  17. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  18. Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
  19. Nahi He Koi Duniya Main Hamara  Naat Lyrics
  20. Meri Darkan Mey Ya Nabi Meri Sanson Mey Ya Nabi (Naat Lyrics)

Leave a comment