Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein

Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba, Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein
To Mera Salaame Niyaaz Kehna, Harime Banda Nawaz Mei(N)

In Nilti Ya Ri Hassaba Yawman Ila Ardil Haram
Balligh Salaami Rawdatan Fihan Nabiyyul Mohtaram

Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba, Kisi Din Diyaare Hijaaz Mei(N)
To Mera Salaame Niyaaz Kehna, Harime Bandaah Nawaaz Mei(N)

Man Wajhohu Shamsud Doha Man Khadduhu Badrud Doja
Man Zaa’tuhu Noorul Hoda Man Kaffuhu Bahrul Hemam

Wohi Jinke Ruey Munir Par, Kisi Mehromaah Ka Gumaan Hai
Tu Himam Ka Ik Yame Bekaraa(N), Hai Karam Ke Daste Daraaz Mei(N)

Qur’anuhu Burhaanona Naskhan Le Adya Nim Madat
Iz Jaa-Ana Ahkaamuhu Kullus Suhuf Saaral Adam

Huey Fiskh Ehde Kohan Ke Deen, Woh Jo Laaey Qur’ane Mubi(N)
Woh Dalile Roshano Aakhri(N), Ke Hai Deene Haqqe Jawaaz Mei(N)

Akbado Na Majruhatun Min Sayfe Hijril Mustafa
Tuba Le Aih’l-E Baldatin Fihan Nabiyyul Muhtasham

Zahesa Kinaane Haram Jahaa(N), Shahe Do Jahaa(N) Ka Qayaam Hai
Bara Dil Phigaar Hu(N) Mei(N) Yahaa(N), Ghame Hijre Sina Gudaaz Mei(N)

Ya Laytani Kunto Kaaman Yattba’a Nabiyyan Aliman
Yawman Wa Laylan Daaeman Warzuq Kazaali Bil Karam

Aey Khusha Woh Mo’mine Khush Amal, Ke Muti-Aey Hukme Rasool Hai
Hai Yeh Aarzoo Meri Zindagi, Bhi Ho Waqf Sharaaey Niyaaz Mei(N)

Li Hasratun Isma’a Kazaalema Lam Aasefil Mustafa
Fi Kulle Hi-Nin Qad Mada Fil Haale Ma Yahsul Behim

Thi Azal Se Dil Mei(N) Tarap Yehi, Ke Ho Madd-Ha Shaane Hazoor Ki
Hui Harfo Saut Se Aashna, Jo Fugaa(N) Thi Pardaaey Saaz Mei(N)

Lasto Berajin Mufradan Bal Aqrebaee Kullohum
Fil Qabre Shifa’a Ya Shaafio Bissaade Wan Nunil Qalam

May(N) Aur Sab Mere Aqraba, Hai(N) Ik Shafa’at Ke Gada
Ho(N) Ba Saado Nuno Qalam Ata, Woh Lahad Ki Manzile Raaz Mei(N)

Ya Mustafa, Ya Mujtaba, Irham Ala Isyaanena
Majburatun Aamaalona, Tam-An Wazanban Wazzulm

Karam Aey Shahewaala, Hasham Ke Hai(N), Aaj Muntazire Karam
Woh Asire Gham Ke Shikasta Par, Hai(N) Gunaah Ke Daamane Aaz Mei(N)

Ya Rahmatan Lil Aa’lameen Anta Shafiul Muznebin
Akrim Lana Yawmal Hazina Fadlan Wajudow Wal Karam

Sare Hashr Aap Ke Haath Hai, Mere Hashr-O-Nasr Ki Aabru
Ke Kalide Rehmate, Do Jahaa(N), Hai Nabi Ke Daste Majaaz Mei(N)

Ya Rahmatan Lil Aa’lameen Adrik Le Zaynil Abedeen
Mahbuse Aydiz Zaalemin Fil Mawkabe Wal Muzdaham

Lillaah Zaynil Abedeen, Pe Bhi Nigaahe Lutfe Huzoor Ho
Ke Sitam Nasib Rahine Gham, Hai Udu Ki Qaide Daraaz Mei(N)


Related Content

  1. Jab Masjid Nabvi Kay Minaar Nazar Aey (Naat Lyrics)
  2. Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna  Naat Lyrics
  3. Jo Bhi Dushman Hai Mere Raza Ka  Naat Lyrics
  4. Mujhe Tohfay Mein Mila Ramzan Lyrics
  5. Huzoor Aa Gaye Hai  Naat Lyrics
  6. Bigdi Bhi Banayenge  Naat Lyrics
  7. Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
  8. Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
  9. Aankhon Mein Bas Geya Hai Madina Huzoor Ka Naat Lyrics
  10. Mere Ghous Piya Jeelani Hain Mahboob E Subhaani
  11. Kare Chara Sazi Ziyarat Kisi Ki  Naat Lyrics
  12. Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics
  13. Ekh Talab He Ekh Hi Khoo La Ilaha Illahu (Naat Lyrics)
  14. Rab Ne Diya Hai Unko  Naat Lyrics
  15. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  16. Pare Pare Pe Likhkha Hai Aaka Ka Naam  Naat Lyrics
  17. Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se  Naat Lyrics
  18. Kiya Khabar Kiya Sazaaa Much Ko Miltii
  19. Man Kunto Maulaa  Naat Lyrics
  20. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi

Leave a comment