Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman
Aayi Bahar Har Taraf Khilne Laga Chaman Chaman
Shadi Hai Har Makam Me Nakhl Me Sab Kiyam Hai
Daaliya Hai Salaam Me Sar Hai Jhuka Chaman Chaman
Thandi Hawaye Aati Hai Kaliya Bhi Muskurati Hai
Bul-Bule Cheh-Chahati Hai Khilne Laga Chaman Chaman
Jhoomte Hai Shajar Shajar Taaza Huwa Hai Phool Phool
Sabza Hui Ravish Ravish Ghul Se Bhara Chaman Chaman
Kaliya Tamaam Khil Gayi Shaakhe Khushi Se Hil Gayi
Bulbule Ghul Se Mil Gayi Hasne Laga Chaman Chaman
Naat Me Keelo-Kaal Ho Midhat E Zuljalaal Ho
Akbare Khush Makaal Ho Nagma-Sara Chaman Chaman
Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman Naat Lyrics
Related Content
- Apni Rehmat Ke Sumandar Mein Utar Jaane De Naat Lyrics
- Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro Naat Lyrics
- Sayyed Ne Karbala Main Waade Nibha Diye Hain
- Jhoole Jhoole Pyare Mohammad Naat Lyrics
- Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da Naat Lyrics
- labbaik_labbaik_Allahumma_labbaik_naat_lyrics
- Ham Faqeeron Ko Madeene
- Maare Angariyen Aao Sarkar Madinah Varaa Saanvariah Naat Lyrics
- Rashke Qamar Hu Range Rukhe Aftaab Hu Naat Lyrics
- Khairat Lene Aagaye Mangte Tumhare Khwaja Naat Lyrics
- Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh Naat Lyrics
- Mein Sajdah Karun Ya Ke Dil Ko Sambhalun Naat Lyrics
- Jahan Bani Ata Karde Naat Lyrics
- OWAISION MEIN BAITH JA BILALIYON MEIN BAITH JA
- Aseeron Ke Mushkil Kusha Ghous e Azam
- Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
- Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
- Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum
- Aakhri roze hain dil ghamnak muztar jaan hai
- Ravi De Kande Mere Data Dera Laya Naat Lyrics