Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics

Kab talak muntazir ham rahen Ya Nabi

Apna Jalwae -athar dikha dijiye

Hum faqiron ki Ya Ahmade – Mujtaba

Piyaas qalb-o-nazar ki bujha dijiye

Aap zinat azall ki hain Khair ul-waraa

Aap ronaq abad ki hain Salle Alaa

Aap Khair ul Bashar, Wajahe -kauno -makan

Paar baira hamara laga dijiye

Arsh walay bhi tairay sana khwan hain

Aur Malaik tairay darr key darbaan hain

Tairay darbaare -aali ki kiya shaan hay

Apnay qadmon mein hum ko bula lijiye

Ranj-o-Aalaam se hum ko kar do bari

Khushk hai dil ki khaiti, yeh kar do hari

Tashnagi, Bekali, Tirgi, Ya Nabi!

Rahguzaron ki dil say hataa dijiye

Bay amal hum saraapa gunahgaar hain

Ranjishon mushkilon mein giriftaar hain

Hum karam kay tumharay talabgaar hain

Aah-o-girya say hum ko jilla dijiye

Sab say ooncha hay rutbon mein rutba tera

choomtay hain malaaik bhi Roza tera

Chahatein dil mein hain, sar mein sauda tera


Related Content

  1. Aalam e Islam Ko Eid e Meelad un Nabi
  2. Sweet Madina Sweet Madina  Naat Lyrics
  3. aaka ko pukar bande aaka pukar
  4. Hum Apni Hasrat E Dil Ko Mitane Aaye Hai  Naat Lyrics
  5. Sahab E Rehmat E Baari Hai Barahvi Tareekh
  6. Na Ho Aram Jis Bimar Ko Sare Zamane Se  Naat Lyrics
  7. Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai  Naat Lyrics
  8. Mere Aaka Mere Aaka Naat Lyrics
  9. Kaba Lyrics
  10. Furqate Taiba Kee Wehshat Dil Se Jaaye Khair Se  Naat Lyrics
  11. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics
  12. Aey Ishq E Nabi Mere Dil Main Bhi Samaa Jaana (Naat Lyrics)
  13. Tum Par Main Lakh Jaan se Fida Ya Rasool
  14. ALLAH Ho Rabo Muhammadin
  15. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai  Naat Lyrics
  16. Jo Guzar Nasib Ho Aey Saba Kisi Din Diyaare Hijaaz Mein
  17. Karam Ke Badal Baras Rahe Hain  Naat Lyrics
  18. Sunehri Jalion Ko Nazar Aane
  19. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  20. Man Kunto Maulaa  Naat Lyrics

Leave a comment