Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
Dil Mera Aastaane Nabi Par Jhuka Diya
Kohe Shaahe Arab Ka Baana Kar Mujhe Faqeer
Shaho Ka Martabaa Mere Dil Se Ghataa Diya
Aisa Kareem Aisa Sakhi Aur Koun Hai
Mangta Jo Aaya Mangne Sultan Bana Diya
Pohncha Diyaa Khuda Ne Dare Shaah Par Hume
Allah Ne Ye Naat Ka Acha Silaa Diya
Hum Se Zyada Kaun Hai Dunya Me Khush Naseeb
Hum Ko Khuda Ne Un Ka Sana Khawan Bana Diya
Rashke Falaq Hai Mere Muqaddar Ki Rif’atein
Mujh Ko Ghulaam Un Ka Khuda Ne Bana Diya
Ankho Me Bas Gaya Hai Jamaale Khuda Riyaz
Deedar Jab Se Un Ka Khuda Ne Kara Diya
Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
Related Content
- Rukh Se Parda Ab Apne Hata Do Naat Lyrics
- Do jag de wich hoye ujaale,
- Na Kaleem Ka Tasawwur Na Khiyaal-E-Tur-E-Sinaa Naat Lyrics
- Qaseeda E Mearaj Naat Lyrics
- Duniya Te Aya Koi Teri Na Misaal Da Naat Lyrics
- JASHNE AHMEDE RASOOL ALLAH HI ALLAH
- Taybah Ki Hai Yaad Aayee Ab Ashk Bahaanay Do
- Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
- Takdir Muje Lai Sarkar Ke Roze Par Naat Lyrics
- Eidon Ki Hai Eid Aayi
- Aaj Milad e Nabi Hai
- BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
- Subha Taibah Me Hui Bat’ta Hain Baada Noor Ka Naat Lyrics
- Jab Say Howa Hey Unka Karam
- Dil Ko Unse Khuda Juda Na Kare
- Ya Nabi Nazre Karam Farmana Lyrics
- Zindagi Hay Nabi Ki Nabi Ke Liye Naat Lyrics
- Aap shamme risalat hain parwaney hum
- Hota agar zameen par saya Rasool ka
- Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein Naat Lyrics