Jab Say Howa Hey Unka Karam

Jab Say Howa Hey Unka Karam Khyriat Say Hon
Ab Dukh Na Dard Hey Na Sitam Khyriat Sey Hon

Thama Hey Jab Sey Daman-E-Khar-Ul-Inam Ka
Kaiam Hey Tab Sey Mera Bharam Khyriat Se Hon

Sarkar Ney Nawaza Hy Ouqat Sey Sewa
Sab Ban Gaey Hyn Photey Karam Khyriat Sey Hon

Eshq-E-Nabi Mein Aisa Mila Hey Saroor Keh
Ab Chaheay Na Jaho Hasham Khyriat Sey Hon

Eshrat Bana Hon Mein Shayda Hazoor Ka
Tab Se Nahi Ankhyn Ye Nam Khyriat Se Hon

Jab Sey Howa Hey Unka Karam Khyriat Sey Hon
Ab Dukh Na Dard Hey Na Sitam Khyriat Sey Hon


Related Content

  1. Rehmat Baras Rahi Hai Muhammad Ke Shaher Mein  Naat Lyrics
  2. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
  3. Kaliyaan Zulfaa Wala Dukhi Dillan Daa Sahaara  Naat Lyrics
  4. OWAISION MEIN BAITH JA BILALIYON MEIN BAITH JA
  5. Raah Pur Khaar Hai Kya Hona Hai  Naat Lyrics
  6. AA GAYE MUZDA SHAFAAT KA SUNANE WALE
  7. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Kaisa Lage Ga  Naat Lyrics
  8. Soo Ae Jannat Kohn Jaae Dar Tumhara Chor Kar
  9. Farishtay Jis Kay Zaa’ir Hain Madinay Main Woh Turbat Hay  Naat Lyrics
  10. Dam Ba Dam Allah Ho Allah Ho (Hamd)  Naat Lyrics
  11. Bigri Bana-O Makki Madani, Bigri Bana-O Makki Madani
  12. Jahan Bani Ata Karde  Naat Lyrics
  13. Karam Jo Aapka Ay Sayyad E Abrar Ho Jaye  Naat Lyrics
  14. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics
  15. Allaha Ha Ghar Kulde Ka Naqsha Nahie Dekha (Naat Lyrics)
  16. Noorani Darbaar Madine Waale Ka
  17. Ae Saba Mustafa Se Kah Dena Gam Ke Mare Salam Kahte Hain Naat Lyrics
  18. Bigare Huwe Bante Hain Kam Madine Me  Naat Lyrics
  19. Bulalo Phir Mujhay Ey Shahe Bahrobar, Madinay Main   Naat Lyrics
  20. Koi Aaye Koi Jaaye  Naat Lyrics

Leave a comment