Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)

Bacha bacha muskariyah baravein ka chand aya

Khusiyah ka toofan laya baravein ka chand aya

Shaadmanee ke taranay goonjtay hai dahar mai

Wajad mai har shahz aya baravein ka chand aya

Roshni hee roshni hai chandnee hee chandnee

zarra zarra jamagaya baravein ka chand aya

Ho gia hai band saray zulmato ke baab aaj

Dahar mai woh noor aya baravein ka chand aya

Kil uttee kalya muhabbat kee gallo par hai nikhaar

Baghay ulfat lelahaya baravein ka chand aya

Sazay jan par bajj rahay hai ek naghma baar baar

Amina ka laal aya baravein ka chand aya

Shukar kartay hee raho rab ka ujagar subah o shaam

Rab ka kaisa fazal paya baravein ka chand aya


Related Content

  1. Zamin O Zaman Tumhare Liye (Naat Lyrics)
  2. TERI JALIYON KE NEECHE
  3. Ashkon ka meri aankh mein toofan utha ho
  4. BALAGHAL ULA BE KAMALEHI SALLU ALAIHE WALEHI
  5. Aamal Nahin Kuch Bhi Yeh Haal Hamara Hai
  6. Sarkaar Ke Qadmo Mein  Naat Lyrics
  7. Na Chedo Zirk E Jannat  Naat Lyrics
  8. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi
  9. Sunehri Jalion Ko Nazar Aane
  10. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  11. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gae Ghum Beshumar Naat Lyrics
  12. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  13. REHAM KARO YA SHAH-E-DO AALAM
  14. Noor Wala Aya Hai Naat Lyrics
  15. Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
  16. Ab To Bas Aik Hi Dhun Hai Naat
  17. Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
  18. Aa Gayi Jag De Vich Bahaar
  19. Khuda Ne Mujhko Diya Maa Teri Duaaon Se  Naat Lyrics
  20. Bheek ‘Ata Ae Nabi Muhatasham Ho

Leave a comment