Shahe Madina Taiba Bulalo Shahe Madina Naat Lyrics

Shahe Madina Taiba BulaloBigari Banado Shaahe MadinaShaahe Madina Bulalo………………

Main Ishqe Nabi Ka Ye Sila Mang Raha Hu
Imaan Pe Marne Ki Duaa Mang Raha Hu
Sarkar Muje Gair Se Ruswa Na Karana
Mujrim Hu Madine Mai Saza Mang Raha Hu

Shaahe Madina Shaahe Madina (2)
Tayabah Bulalo………………

Purnur Madine Ki Fazaao Mai Bulalo
Sadke Mai Nawaso Ke Hame Apana Banalo
Be-Yaro Madadgaar Hain Chadar Me Chhupalo
Duba Hai Safina Mera Lillah Sambhalo

Shaahe Madina Shaahe Madina (2)
Tayabah Bulalo………………

Sagar Hame Zamzam Ke Pila Dijiye Aaka
Jalwe Hame Purnur Dikha Dijiye Aaka
Isya Ke Samundar Se Bacha Lijiye Aaka
Futi Meri Kismat To Bana Dijiye Aaka

Shaahe Madina Shaahe Madina (2)
Tayabah Bulalo………………

Sarkar Madine Me Bula Kyun Nahi Lete
Daman Me Hame Apne Chhupa Kyu Nahi Lete
Me Aau Madina Meri Awakat Nahi Hai
Gar Aap Bulale To Bari Bat Nahi Hai

Shaahe Madina Shaahe Madina (2)

Tayabah Bulalo………………

Ab Sabr Ke Paimane Chhalak Uthe Hai Sare
Hain Soae Huwe Aaka Mukdar Ke Sitare
Bethe Hain Karam Ke Liye Daman Ko Pasare
Dikhalado Hame Gumbade Khazara Ke Nazare

Shaahe Madina Shaahe Madina (2)
Tayabah Bulalo………………

Aata Hai Bahot Yaad Hame Shahare Madina
Manzur Kaha Dur Hame Reh Ke Yu Jina
Chamakaiye ‘Israt’ Ki Bhi Kismat Ka Nangina
Kadmo Me Bulalo Hame Ya Shaahe Madina

Shaahe Madina Shaahe Madina (2)
Tayabah Bulalo………………


Related Content

  1. Woh Rasool Mera Rasool Hai (Naat Lyrics)
  2. Aey Mere Mola Mola Mola
  3. Ye Zakm He Tayba Ka Ye Sub Ko Nahein Milta
  4. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  5. Rehmat Baras Rehi Hai
  6. aaka ko pukar bande aaka pukar
  7. Kya Jane Duniya Wale Rutba Mere Madani Ka  Naat Lyrics
  8. OWAISION MEIN BAITH JA BILALIYON MEIN BAITH JA
  9. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  10. Aadha Idhar Aadha Udhar
  11. Sunte Ho Bekaso Fariyad Ki Gause Aazam  Naat Lyrics
  12. Gunahon Ki Adat Churah Meray Mowla  Naat Lyrics
  13. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho
  14. Aaqa Ke Ghulamo Ko Ab Eid Manane Do
  15. Haqeeqat Me Woh Lutfe Zindagi Paya Nehi Karte (Naat Lyrics)
  16. Ahlan Wa Sahlan Marhaba Lyrics
  17. Naat Sarkar Ki Parta Hoon Mein  Naat Lyrics
  18. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  19. Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
  20. Mere Aaka Mere Aaka Naat Lyrics

Leave a comment