Falak Ke Naazaro Zameen Ki Bahaaro  Naat Lyrics

Falak Ke Naazaro, Zameen Ki Bahaaro
Sub Eidein Manao Huzoor Agaye HainUttho Bay Saharo Chalo Gham Ke Maaro
Khabar Ye Sunao Huzoor Agaye Hain
Huzoor Agaye Hain, Huzoor Agaye Hain

Anokha Niraala Woh Zee Shaan Ayaa
Woh Saray Rasoolaun Ka Sultan Ayaa
Aray Kaj Kula’ho Aray Baadshaho
Nigahein Jhukao Huzoor Agaye Hain
Huzoor Agaye Hain, Huzoor Agaye Hain

Huwaa Char Su Rahmataun Ka Ba’sayra
Ujaala Ujaala’ Sawera, Sawera
Halima (R.A) Ko Pohnchi Khabar Aaminah (R.A) Ki
Mere Ghar Main Aao, Huzoor Agaye Hain

Huzoor Agaye Hain, Huzoor Agaye Hain
Hawaun Mein Jazbaat Hain Marhaba Ke
Fazaun Mein Naghmaat Salle’Alla Ke
Daroodaun Ke Gajrey, Salamaun Ke Tohfay
Ghulamo Sajaao, Huzoor Agaye Hain
Huzoor Agaye Hain, Huzoor Agaye Hain

Sama Hai Sana E Habeeb E Khuda Ka
Ye Meelad Hai Sarwaray Ambiya Ka
Nabi Ke Gadao Sub Ek Doosre Ko
Khabar Ye Sunao, Huzoor Agaye Hain
Huzoor Agaye Hain, Huzoor Agaye Hain

Kahaan Mai Zahuri Kahaan Unki Batein
Karam Hi Karam Hain Ye Din Aur Ratein
Jahaan Par Bhi Jaao Dilaun Ko Jagao
Yahi Kehte Jaao, Huzoor Agaye Hain
Huzoor Agaye Hain, Huzoor Agaye Hain


Related Content

  1. Karam Ke Badal Baras Rahe Hain  Naat Lyrics
  2. Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
  3. Nabi Ka Jashn Aaya  Naat Lyrics
  4. Un Ka Jo Ghulaam Hogaye (Naat Lyrics)
  5. Noor Wala Aaya Hai Noor Lekar Aaya Hai
  6. AASMA GAR TERE TALWOON KA NAZARA KARTA
  7. Ay HabeeB E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo
  8. Aa mil yaar saar le meri, meri jaan dukhaan ne
  9. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho
  10. Jasne Amade Rasool Allah Hi Allah  Naat Lyrics
  11. Woh Nabiyon Main Rehmat Laqab Panay Wala
  12. Khak Muj Me Kamal Rakhkha Hai  Naat Lyrics
  13. Kya Mehakte Hain Mahekne Wale
  14. Sar Bulandi Ki Rawayat Sir Katanay Say Chali  Naat Lyrics
  15. Madine ka safar hai aur main namdeda namdeda
  16. Maqsad E Aalam E Hayaat E Nabi
  17. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  18. Munawwar Meri Aankhon Ko Mere Shamsud Duhaa Kar Dein  Naat Lyrics
  19. Main To Khud Unke Dar Ka Gada Hoon Naat Lyrics
  20. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….

Leave a comment