Tala Al Badru Alyna

Tala Al badru Alyna (4)

Logo awaaz do sab ko….dekh lo sahib-e-rab ko (2)
roshini ghar-e-hira ki…..mil gayee parda-e- shab ko (2)
baresh-e-najmo qamar hai…aaj se hukm-e-saher hai (2)
raat ko raat na kehna

Tala Al badru Alyna (4)

Hashimi-o-Muttalabi hain…Fakhar-e-Ummi-o-Abi hain (2)
Aap hi haqq ke nabi hain…Ya Faridi Ya-Shafi hain (2)
Muzda-o-Noay-e-bashar ko…Ab tamanna-e-saher ko (2)
Muzda-e-shab nahi rehna

Tala Al badru Alyna (4)

Dil ne payee hain muradein…Unki rahoon ko saja dein (2)
gul bichaaey hain saba ne…aaoo hum aankhein bicha dein (2)
chaand ubhra hai leeye taaz… min taniyatil wada’a (2)
wajaba shukru alaiy’na

Tala Al badru Alyna (2)

aaye sarkar-e-madina laaye anwar-e-emadina (2)


Related Content

  1. sallay-ala-pukaro-sarkar-arahe-hain
  2. Phir Ke Gali Gali Tabah  Naat Lyrics
  3. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  4. Milad Ka Mausam Aaya Hai  Naat Lyrics
  5. Rehmat Baras Rehi Hai
  6. Ekh Talab He Ekh Hi Khoo La Ilaha Illahu (Naat Lyrics)
  7. Dekar Khuda Ko Jaan Ki Kimat  Naat Lyrics
  8. CHAL QALAM AB HAMD E RABB
  9. Tumhi Arsh Say Farsh Par Janay Walay (Naat Lyrics)
  10. Aaqa Le Lo Salaam Ab Hamara
  11. Maqbool Dua Karna Manzoor Sana Karna  Naat Lyrics
  12. Bolte Hain Sangreze Aapke Ishare Se  Naat Lyrics
  13. Kya Bayaan Azmatein Hon Teri Shaha
  14. Aey Mere Mola Mola Mola
  15. Khuda Ka Ziker Karay, Zikr e Mustafa Na Karay
  16. Kab Talak Muntazir Hum Rahein Ya Nabi  Naat Lyrics
  17. Ham Faqeeron Ko Madeene
  18. Mujhe Dar Pay Phir Bulana  Naat Lyrics
  19. Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
  20. Kaabe Ke Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood  Naat Lyrics

Leave a comment