Tu Kareen hi Jo Thehra Tu Karam Ke Kiya Thikane (Naat Lyrics)

Tu Kareen hi Jo Thehra Tu Karam Ke Kiya Thikane

Tu Nawazne Pe Aaye To Nawaz De Zamane

Chirun Main Bulbulon Main Har Dam Tere Tarane

Har Aik ki Zuban Par Maula Tere Fasaane

Tu Kareem Hi Jo Thehra Tu Karam Ke Kiya Thikane

Tu Nawazne Pe Aaye To Nawaz De Zamane

Meri Jabeen ke Ander Sajde Machal Rahe Hain

Aoon Tere Haram Main Sar-e-Bandgi Jhukane

Tu Kareem Hi Jo Thehra Tu Karam Ke Kiya Thikane

Tu Nawazne Pe Aaye To Nawaz De Zamane

Tu Akhoo Hai Abar Farma Hai Raheem Reham Farma

Dhoonde Hai Teri Rehmat Bakhshish ke 100 Bahane

Tu Kareem Hi Jo Thehra Tu Karam Ke Kiya Thikane

Tu Nawazne Pe Aaye To Nawaz De Zamane

Asrar Tu Sikha de Yeh Jaan Le Ujagar

Hikmat de Teri kiya Kiya Posheeda Hain Khazane

Tu Kareem Hi Jo Thehra Tu Karam Ke Kiya Thikane

Tu Nawazne Pe Aaye To Nawaz De Zamane


Related Content

  1. Milaad Hai Milaad Hai Sarkaar Ka Milaad Hai  Naat Lyrics
  2. ShaheMadina Naat Lyrics
  3. Mai Toh Miladi Hu  Naat Lyrics
  4. Dekhte Kya Ho Ahle Safa
  5. Noor Wala Aya Hai  Naat Lyrics
  6. Ban Kay Kher-ul-Wara Agaey Mustafa Lyrics
  7. Do Jahaan Ke Waali Ka  Naat Lyrics
  8. Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics
  9. Har Waqt Tasawur Main Madine Ki Gali
  10. Manqabat E Taaj Ush Shariyath  Naat Lyrics
  11. Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai  Naat Lyrics
  12. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  13. Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics
  14. Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
  15. Aa Jaaye Bulawa Mujhe Aqa Tere Dar Se
  16. AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA
  17. Woh Rasool, Mera Rasool Hai
  18. Aao ke kare baate sarkar e do aalam ki
  19. Mera Dil Tadap Raha Hai  Naat Lyrics
  20. Rab Mehfilan Sajayan

Leave a comment