Habib-e-Khuda Ka Nazaara Karoon Mein   Naat Lyrics

Habibe Khuda ka nazara karun men
Dil-o-jan un par nisara karun men

Teri kafshe pa yu savara karun men
Ke palko se usko buhara karun men

Mera deen-o-iman farishte jo puche
Tumhari hi janib ishara karun men

Yeh ek jan kiya hai agar ho karoron
Tere nam par sab ko wara karun men

Tere nam par sar ko qurban karke
Tere sar se sadqe utara karun men

Men kiyu ghair ki thokre khane jao
Tere dar se apna guzara karun men

Dam-e-wapsi tak tere geet gau
Muhammad Muhammad

Muhammad Muhammad
Muhammad Pukara karun men

Tera zikr lab par Khuda dil ke andar
Yuhi zindagani guzara karun men

Khuda khair se laye wo din bhi Nuri
Madine ki galiya buhara karun men


Related Content

  1. Ya Rabb Tere Mahboob Ka Jalwa Nazar Aaye (Naat Lyrics)
  2. Aye Madine ke Tajdar Tujhe
  3. Wah Kya Joodo Karam Tazmeen
  4. Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai  Naat Lyrics
  5. Jo Madina Hum Bhi Jaate To Kuch Aur Baat Hoti (Naat Lyrics)
  6. As Sub Hu Bada Min Talati Hii   Naat Lyrics
  7. Aaj Muhammad Aye Moray Ghar
  8. Apni Ata Ka Haq Ne Ye Manzar Dekha Diya
  9. Izn Kar do Ataa Dar Pe Aaon Shaha Naat Lyrics
  10. Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)
  11. Mubarak Tujhay Ho Arz-e-Madina
  12. Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
  13. Har Nazar Kamp Uthegi Mehshar Ke Din   Naat Lyrics
  14. Ae Rasool e Ameen khatamal morsalin,
  15. Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai  
  16. YA TAIBA YA TAIBA
  17. Khusravi Achi Lagi Na Sarwari Achi Lagi  Naat Lyrics
  18. Mashgala Aisa Batao Ke Zara  Naat Lyrics
  19. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  20. Ae Maut Thehr Ja, Main Madine Tay Ja Lawan

Leave a comment