Qurban Tumpe Meri Jaan

Aw Zama Jaan de Qurban Ya Rasool Allah
Zama Iman De Qurban Ya Rasool Allah

Nisar Tumpe Meri Jaan Ya Rasool Allah
Tumhi Ho Aan Meri Shaan Ya Rasool Allah
Zama Iman De Qurban Ya Rasool Allah

Aw Zama Jaan de Qurban Ya Rasool Allah
Zama Iman De Qurban Ya Rasool Allah

Tumhari Naat Hawala Bani Zamane Main
Mili Hai Tumse Hi Pehchan Ya Rasool Allah
Zama Iman De Qurban Ya Rasool Allah

Ramooz Tumse kHudai ke Khul Gaye Saare
Tumhi Pe Utra Hai Quran Ya Rasool Allah
Zama Iman De Qurban Ya Rasool Allah

Aw Zama Jaan de Qurban Ya Rasool Allah
Zama Iman De Qurban Ya Rasool Allah

Jahan Main Kulz Main Irfan Baha Diye Tumne
Tumhi Se Mil Gaya Rehman Ya Rasool Allah
Zama Iman De Qurban Ya Rasool Allah

Tumhare Husn ko Takte Hain Mehrma-o-Najoom
Jahan Hai Husn Pe Hairan Ya Rasool Allah
Zama Iman De Qurban Ya Rasool Allah

Aw Zama Jaan de Qurban Ya Rasool Allah
Zama Iman De Qurban Ya Rasool Allah

Fishar-e-Gham Main kiyun na Dil Tumhen Sadayen De
Tumhi ho Dard ka Darman Ya Rasool Allah
Zama Iman De Qurban Ya Rasool Allah

Tumhari Naat Hawala Bani Zamane Main
Mili Hai tumse Hi pehchan Ya Rasool Allah
Zama Iman De Qurban Ya Rasool Allah

Aw Zama Jaan de Qurban Ya Rasool Allah
Zama Iman De Qurban Ya Rasool Allah

Nisar Tumpe Meri Jaan Ya Rasool Allah
Tumhi Ho Aan meri Shaan ya Rasool Allah
Zama Iman De Qurban Ya Rasool Allah

Ulaj Gaye Hain Ujagar Gamon se Rooh ke Taar
Hon Meri Mushkilen Aasaan Ya Rasool Allah

Aw Zama Jaan de Qurban Ya Rasool Allah
Zama Iman De Qurban Ya Rasool Allah


Related Content

  1. Noor E Ahmed Ki Ziyaa Hai Maslak E Ahmed Raza  Naat Lyrics
  2. Kaabe Ke Badrud Duja Tum Pe Karoron Durood  Naat Lyrics
  3. Mim Madina Marehara Ki Kismat   Naat Lyrics
  4. Main Aasi Hoon Magar Tu Hai Gaffar Ya Allah  Naat Lyrics
  5. Mera Dil Or Meri Jaan Naat Lyrics
  6. Meri Tauba Meri Tauba  Naat Lyrics
  7. Aye Hasnain Ke Nana
  8. Ujaala Jis Ka Hai Do Jahaan Mein, Woh Mere Aaqa Ki Roshni Hai
  9. Main To Khud Unke Dar Ka Gada Hoon Naat Lyrics
  10. Wo Kaisa Sama Hoga Wo Kaisi Gharri Hogi (Naat Lyrics)
  11. Mera Dil Madina Bana De Ya Rasoolallah  Naat Lyrics
  12. Apne Dar Pe Jo Bulaa-o To Bahot Ach’cha Ho
  13. Zikre Aaqa Se Seena Saja Hai Naat Lyrics
  14. Chamane Taiba Mein Sumbul Jo Sawaare Gesu
  15. Subhe Baharaan  Naat Lyrics
  16. Karam Karam Mola
  17. Raate Bhi Madine Kee Baate Bhi Madine Kee  Naat Lyrics
  18. Karbala K Jan Nisaro Ko Salam  Naat Lyrics
  19. Fauze Ghum Ki Baraa Bar Chadhayi Hai  Naat Lyrics
  20. Bheeni Suhani Subh Mein Thandak Jigar Ki Hai  

Leave a comment