Ae Shaaf’e Umam Sha’e Zee Jaah Le Khabar
Lillah Le Khabar Meri Lillah Le Khabar
Daryaa Ka Josh Naa-O Na Bera Na Na-Khuda
Me Dooba Tu Kahaa Hai Mere Shah Le Khabar
Manzil Karee Hai Raath Andheri Me Na Balad
Ae Khizr Le Khabar Meri Ae Maah Le Khabar
Pahunche Pahunchne Waale Be Manzil Magar Shaha
Un Ki Jo Thakh Ke Bethe Sare Raah Le Khabar
Jungal Darindo Ka Hai Me Be Yaar Shab Kareeb
Ghere He Chaar Simt Se Badhkhwaa Le Khabar
Manzil Nayee Azeez Judaa Log Naashnaas
Toota Hai Kohe Ghum Me Par Kaah Le Khabar
Wo Sakhthiya Sawaal Ki Wo Soorate Muheeb
Ae Ghumzado Ke Haal Se Aagah Le Khabar
Mujrim Ko Baargahe Adhaalat Me Laaye Hai
Taktha Hai Be Kasi Me Teri Raah Le Khabar
Ahle Amal Ko Unke Amal Kaam Aayenge
Mera Hai Koun Tere Siwa Aah Le Khabar
Maana Ke Sakht Mujrimo Na-Kaara Hai Raza
Tera Hi Tu Hai Bandha-E Dargah Le Khabar
Ae Shaaf’e Umam Sha’e Zee Jaah Le Khabar
Related Content
- Madina Saaddi Jaan Ay (Naat Lyrics)
- Karam Karte Hi Rehate Ho Naat Lyrics
- Mojza Mere Nabi Ka Naat Lyrics
- Jannat Mein Leke Jayegi Chahat Rasul Ki Naat Lyrics
- Rab Ne Diya Hai Unko Naat Lyrics
- Kaba Lyrics
- Mein Mangta Haan Teray Ishq Da Naat Lyrics
- ZIKR E KHAIR UL WARA NAAT LYRICS
- Soona jungle raat andheri chaye hai
- Bas Apne Dil Maen Madine ki
- Ay HabeeB E Ahmed E Mujtaba Dil E Mubtala Ka Salam Lo
- Aaqa Ka Milad Aaya
- Aap shamme risalat hain parwaney hum
- Yeh Sab Tumahara Karam Hai Aqa
- Mainto Panjatan Ka Gulam Hu Naat Lyrics
- Khusravi Achi Lagi Na Sarwari Achi Lagi Naat Lyrics
- Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai Naat Lyrics
- Dil Mein Ho Yaad Teri Gosha E Tanhaii Ho Naat Lyrics
- Sarkar Ka Madina Naat Lyrics
- Sidra Se Bhi Aage Kaun Gaya Jibril E Amin Se Poocho Naat Lyrics