Aap shamme risalat hain parwaney hum ab hum akhir yahan se kidhar jayenge
zindagi to humari isi dar se hai aap se door honge to marr jayenge
Jisne manga hai qatra to dariya diya jisne daman phasara use bhar diya
bas tumhari sakhawat humko bharam khali daman kabhi hum na rehjayenge
Zaat me humto sarwar nakare sahii phir bhi nisbat humari nayari sahii
bas tumhari shafa’at pe humko bharam khuld me bhi ay pyare agar jayenge
Misl e parwana hum aapko dhundte subhe sadiq bhi aaqa ab hone ko hai
jabke deedar hum aapka payenge gir qadmon me aaqa hum marjayenge
Jayen ajmer ko jaayen bagdaad ko shah e taiba kisi ke bhi darbar ko
ek suwal unse hardam ye karte rahe ya wali kab madine ko hum jayenge
Arz dilse ye ashraf ki aaqa suno han! bazahir hai nasir ke lab per magar
jab me aaun madine me deedar ko kehna deewane ab tum kidhar jaaoge
Aap shamme risalat hain parwaney hum
Related Content
- Madina Madina Hamara Madina Naat Lyrics
- Na Tera Khuda Koi Aur Hai Lyrics
- Madina Sadi Jaan Hai Lyrics
- BIGRI BANAA-O MAKKI MADANI
- Muje Mere Aaka Bulate Rahenge Naat Lyrics
- Dile Dard Mand Ki Dastan Na Kahu Ju Tum Se To Kiya Karu Naat Lyrics
- Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
- Apni Lagan Laga De
- Tera Khaawan Main Tere Geet Gaawan, Ya Rasoolallah (Naat Lyrics)
- Aaqa Ka Milad Aaya
- BAN KE NOOR E KHUDA MUSTAFA AGAYE
- Lab Pe Naat Paak Ka Naghma Kal Bhi Ta
- Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge
- Allah Ke Huzoor Me Sar Ko Jhukaa Ke Dekh
- Ho Karam Sarkar Ab Tou Ho Gaye Ghum Beshumaar Naat Lyrics
- Ay Mustafa ke fool dilojaan ya hussain
- Abr e Karam Gesoo E Muhammad
- Jab Jab Nabi Ki Yaad Aye Hai Naat Lyrics
- Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
- Baravein Ka Chand Aya, Baravein Ka Chand Aya (Naat Lyrics)