Aaqa Ke Ghulamo Ko Ab Eid Manane Do
Sarkaar Ki Aamad Hai Raaho Ko Sajane Do
Charcha Hai Yahi Har-Su Kehte Hai Ye Har Koi
Tashreef Nabi Laye Mehfil Ko Sajane Do
Ghar Ghar Ye Charaga Hai Rehmat Ka Ujala Hai
Aaqa Ki Sana Karke Taqdeer Jagane Do
Khushiya Hai Sabhi Karte Sarkaar Ki Aamad Par
Ik Naat E Nabi Yaaro Mujhko Bhi Sunane Do
Hai Noor E Muhammad Ki Sab Roushni Duniya Me
Sab Kuch Hai Basheer Unka Sadqa To Lutane Do
Aaqa Ke Ghulamo Ko Ab Eid Manane Do
Related Content
- Ae Sabz Gumbad Wale Lyrics
- Rehmat Baras Rahi Hai Muhammad Ke Shaher Mein Naat Lyrics
- Bakht e Khufta Ne Mujhe Roze Pe Jane Na Diya
- Ek Ghuzarish Naat Lyrics
- Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics
- Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai Naat Lyrics
- Kankar Se Kalma Padhwao Phir Kehna Hum Jaise The
- Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)
- DIL KI MURAAD PAA?E GHE AAJ NAHEIN TO KAL SAHEE
- Nabi ki naat ki Mehfil Sajjaana ham Na chaurein Ge
- Nabi Ka Aastan Ho Or Mera Sar Ho To Kia Kehna Naat Lyrics
- Bas Apne Dil Maen Madine ki
- Na Aasmaan Ko Yun Sar Kashida Hona Tha Naat Lyrics
- Sacchi Baat Sikhate Yeh Hai Naat Lyrics
- Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
- Main Muddat Se Is Aas Par Ji Rahi Hoon (Naat Lyrics)
- Jahan Roza E Pak E Khairul Wara Hai Naat Lyrics
- Hum Ne Marny Ki Madiny men dua
- Khuda Ka Khas Ek Ehsaan Hai Ye Aulia Allah Naat Lyrics
- Sultane Jahan Mehboobe Khuda Teri Shaano Shaukat Kya Kehna Naat Lyrics