Balaghal Ula Bi Kamalihi

Balaghal Ula Bi Kamalihi

Balaghal Ula Bi Kamalihi – Kashafad Duja Bi Jamalihi
Hasunat Jameeu Khisalihi – Sallo Alaihi Wa aalihi

Na Kahin Se Door Hai Manzilen – Na Koi Kareeb Ki Baat Hai
Jisse Chahe Usko Nawaz De – Ye Dare Habeeb Ki Baat Hai

Jisse Chaha Darpe Bulaliya – Jisse Chaha Apna Banaliya
Ye Bade Karam Ki Hai Faizle – Ye Bade Naseeb Ki Baat Hai

Woh Kuhdha Nahin Ba Kuhdha Nahin – Woh Magar Khuda Se Judha Nahin
Woh Hai Kiya Magar Woh Hai Kiya Nahin – Ye Muhib Habeeb Ki Baat Hai

Wo Habeebe Rabbe Kareem Hai – Wo Rauf Hai Wo Raheem Hai
Unhen Fikr Hai Meri Aap Ki – Unhen Taha Tha Koi Aur Hai

==============================================================
Main Bahak Sakoon Yeh Majaal Kiya – Mera Rahmnuma Koi Aur Hain
Mujhe Khoobu Jaan Ne Manzile – Ye Sh Koi Aur Hai

Jo Thumhari Jali Se Muttasil – Hai Tho Thum Ke Picche Khajil Khajil
Nahi Main Nahin Woh Marize Dil – Na Mere Siwa Koi Aur Hua

Meri Iltija Hai Yeh Dostho – Kabhi Thum Jo Soove Haram Chalo
Tho Banaake Sarko Qadam Chalo – Ke Yeh Raastha Koi Aur Hai

Hai Tujhe Khabar Shahe – Meri Wajhe Raahathe Qalbo Jaan
Na Tere Siwa Koi Aur Tha – Na Tere Siwa Koi Aur Hai

Ye Ghuman Tha Kahin Saal Se – Ya Yaqeen Hai Kahin Roz Se
Mere Dil Se Ghumbade Sabz Ka – Yeh Mamula Koi Aur Hai

Wo Habeebe Rabbe Kareem Hai – Wo Rauf Hai Wo Raheem Hai
Unhen Fikr Hai Meri Aap Ki – Unhen Taha Tha Koi Aur Hai

Main Tho Door Arze Haram Se Tha – Wo Hi Khulde Gosh Haseen Sada
Hai Isi Men Majide Be Nawaz – Ke Ye Kaafila Koi Aur Hai


Related Content

  1. Ki Ki Na Kita Yaar Ney Eik Yaar Waste  Naat Lyrics
  2. Mere Aqa Aoo Ke Muddat Hoi Hai  Naat Lyrics
  3. Mein Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics
  4. Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum  Naat Lyrics
  5. Mehboob Ki Mehfil Ko Mehboob Sajate Hai  Naat Lyrics
  6. Jitna Diya Sarkaar Ne Mujh Ko Itni Meri Awqaat Nahi
  7. Noor Se Apne Sarwar E Aalam  Naat Lyrics
  8. Al Nabi Sallu Aleh Salawat Ullah Aleh (Naat Lyrics)
  9. Hota agar zameen par saya Rasool ka
  10. Jashn Aamade Rasool
  11. Meh Toh Panj Than Ka Ghulaam Hun (Naat Lyrics)
  12. Hazir Hain Tere Darbar Mein Hum
  13. Huzoor Aisa Koi Intezam  Naat Lyrics
  14. REHAM KARO YA SHAH-E-DO AALAM
  15. Aseero Ke Mushkil Kusha Gaus e Aazam
  16. An Nabi Sallo Alaih – Salawathullah Alaih
  17. Ae Dil Bata Kaisa Laga Mera Raza Mera Raza
  18. Muhmmad Ruhi Fidaka Naat Lyrics
  19. Arsh Ka Dulha Aaya Hai Naat Lyrics
  20. Lab Per Naat-e-Pak Ka Naghma  Naat Lyrics

Leave a comment