Sunte Ho Bekaso Fariyad Ki Gause Aazam  Naat Lyrics

Mai Toh Miladi Hu…. Miladi Hu… Miladi Hu….Ghar Ghar Har Gali Me Gunji Hai Sadaein Marhaba
Jhanda Uthake Har Koi
Kehta Hai Marhaba (X2)

Milad Ke Mele Saje
Aashiq Sabhi Khush Ho Gaye (X2)
Are Bachche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Jashne Wiladat Ki Raunak Pe Yaaro
Marte Hai Sunni Marte Rahenge (X2)
Apne Nabi Ki Azmat Ka Charcha
Karte Hai Sunni Karte Rahenge (X2)
Bachche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Mausam Kuch Aisa Sardi Ho Garmi Bhi
Mai Toh Manau Jashne Wiladat (X2)
Shehro Me Ghumu Gau Mai Jau
Mai Toh Manau Jashne Wiladat (X2)
Are Bachche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Safro Gazar Me Gaadi Me Bus Me
Hu Rail Me Ya Paidal Chalu Mai
Ishqe Nabi Ka Jhanda Uthaye
Zikre Mohammed Karta Rahu Mai (X2)
Bachche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Galiyo Mohallo Me Khushiya Hi Khushiya
Jalse Juluso Me Anvar Barse
Aamad Ki Naate Ghar Ghar Me Gunji
Aaye Mohammed ,Sarkar Aaye
Milad Rally Mehdood Karna
Chaho Toh Fir Bhi Kar Nahi Sakte
Hum Rallyon Ki Karna Hifazat
Khud Jante Hai Dar Nahi Sakte (X2)
Are Bachche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Hum Se Yeh Kaape Tehsar Aur Kisra
Daudaye Hum Ne Dariya Me Ghode
Aye Kafiro Tum Takkar Na Lena
Hum Saari Duniya Me Faile Huye Hai (X2)
Are Bacche Bade Yeh Kehne Lage
Mai Toh Miladi Hu (X2)

Wo Din Bhi Aaye Allah Ke Ghar Me
Hum Bhi Ujagar Mehfil Sajaye (X2)
Jaaye Wiladat Se Mashal Utha Kar
Aamad Ki Makke Me Dhoome Machaye (X2)
Hathiyaar Jinke Haatho Me Honge
Unko Mohabbat Ka Paigam Dunga
Mai Inquilabi Jasbe Se Yaaro
Naate Nabi Ki Padta Rahunga (X2)


Related Content

  1. Mustafa Aap Ke Jesa Koi Aaya Hi Nahi  Naat Lyrics
  2. Bigri Bhe Banain Ge Jalwy Bhe Dekhain Ge
  3. Khusravi Achi Lagi Na Sarwari Achi Lagi  Naat Lyrics
  4. Un Ki Nazar Mein
  5. Eh Sarware Duniya O Deen  Naat Lyrics
  6. Bekhud Kiye Dete Hain Andaaz E Hijabana  Naat Lyrics
  7. Aale nabi khune khaatune jannat Gulzar e Millat….
  8. OWAISION MEIN BAITH JA BILALIYON MEIN BAITH JA
  9. Bigri Banaa-o Makki Madani (Naat Lyrics)
  10. Ya Rabb Mujhe Deewana Madina Ka Bana De (Naat Lyrics)
  11. Abr e Karam Gesoo E Muhammad
  12. Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi
  13. Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
  14. Faraz E Arsh Ne Chuma Hussain Ka Sajda  Naat Lyrics
  15. Aanay Walo Yay To Bataao Shehr Madina Kaisa Hai (Naat Lyrics)
  16. Mein Chup Khra Huva Hun Darbar-E-Muatafa Mein  Naat Lyrics
  17. Aik Talab Hai Aik Hi Khoo (Naat Lyrics)
  18. Ajab Rang Par Hain Bahaar E Madina
  19. Chal Qalam Ab Hamd E Rabb Maqsood Hai   Naat Lyrics
  20. Aadha Idhar Aadha Udhar

Leave a comment